Yaad Hai Song

Yaad Hai Hindi lyrics from Aiyaary written by Manoj Muntashir, music is composed by Ankit Tiwari, sung by Palak Muchhal, Ankit Tiwari. Starring Sidharth Malhotra, Rakul Preet Singh, Manoj Bajpayee.
Song Yaad Hai
Movie Aiyaary
Singers Palak Muchhal, Ankit Tiwari
Lyrics Manoj Muntashir
Music Ankit Tiwari
Starring Sidharth Malhotra, Rakul Preet Singh, Manoj Bajpayee
Music Label Zee Music Company

Teri meri aankhon ne
Mil ke jo khwaab bune
Wo bade pyare the
Teri meri paaon chale
Mil ke do pairon tale
Taare hi taare the

Saari baatein mujhe yaad hain
Wo chand raatein mujhe yaad hain

Mujhe bhi tere haathon ki narmiyan yaad hain
Wo maasoom pyari si besharmiyan yaad hain
Yaad hai sab mujhe yaad hai
Saari baatein mujhe yaad hain

Yaad hai sab mujhe yaad hai
Saari baatein mujhe yaad hain

Yaad hai tumko wo barsaatein
Jab milke hum bheege the
Kyun andar se aanch uthi
Jab baahar se hum geele the

Kaisi thi wo befikri
Guzri phir bhi na guzri
Aisi shaamein mujhe yaad hain
Aisi baatein mujhe yaad hain

Koi jaan ke jaan se to guzarta nahin
Kabhi apni marzi se koi bichhadta nahin

Yaad hai sab mujhe yaad hai
Saari baatein mujhe yaad hain

Yaad hai sab mujhe yaad hai
Saari baatein mujhe yaad hain

O…

Kaandhe pe sar rakh ke tere
Soyi thi main kitni der
Dhoondh rahi thi duniya mujhko
Khoyi thi main kitni der

Kaisi thi wo befikri
Guzri phir bhi na guzri
Saari shaamein mujhe yaad hain
Saari baatein mujhe yaad hain

Jo hothon se na keh saka
Harf wo bhi to hai
Jo aankhon se na beh saka
Dard woh bhi to hai

Yaad hai sab mujhe yaad hai
Saari baatein mujhe yaad hain

Yaad hai sab mujhe yaad hai
Saari baatein mujhe yaad hain

तेरी मेरी आँखों ने
मिल के जो ख़्वाब बुने
वो बड़े प्यारे थे
तेरी मेरी पाओं चले
मिल के दो पैरों तले
तारे ही तारे थे

सारी बातें मुझे याद हैं
वो चाँद रातें मुझे याद हैं

मुझे भी तेरे हाथों की नर्मियाँ याद हैं
वो मासूम प्यारी सी बेशर्मियाँ याद हैं
याद है सब मुझे याद है
सारी बातें मुझे याद हैं

याद है सब मुझे याद है
सारी बातें मुझे याद हैं

याद है तुमको वो बरसातें
जब मिलके हम भीगे थे
क्यूँ अंदर से आँच उठी
जब बाहर से हम गीले थे

कैसी थी वो बेफिक्री
गुज़री फिर भी ना गुज़री
ऐसी शामें मुझे याद हैं
ऐसी बातें मुझे याद हैं

कोई जान के जान से तो गुज़रता नहीं
कभी अपनी मर्ज़ी से कोई बिच्छाड़ता नहीं

याद है सब मुझे याद है
सारी बातें मुझे याद हैं

याद है सब मुझे याद है
सारी बातें मुझे याद हैं

ओ…

काँधे पे सर रख के तेरे
सोई थी मैं कितनी देर
ढूँढ रही थी दुनिया मुझको
खोई थी मैं कितनी देर

कैसी थी वो बेफिक्री
गुज़री फिर भी ना गुज़री
सारी शामें मुझे याद हैं
सारी बातें मुझे याद हैं

जो होठों से ना कह सका
हर्फ़ वो भी तो है
जो आँखों से ना बह सका
दर्द वो भी तो है

याद है सब मुझे याद है
सारी बातें मुझे याद हैं

याद है सब मुझे याद है
सारी बातें मुझे याद हैं

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *