Phir Chala Song

Phir Chala lyrics in Hindi from movie Ginny Weds Sunny, sung by Jubin Nautiyal, written by Kunaal Verma. Music composed by Payal Dev. Starring Yami Gautam and Vikrant in lead roles.
Song Phir Chala
Movie Ginny Weds Sunny
Singer Jubin Nautiyal
Lyrics Kunaal Verma
Music Payal Dev
Starring Yami Gautam, Vikrant Massey
Music Label Sony Music India

Jo humnawa the
Ab woh khafa hain
Kal humsafar the
Ab hain juda

Kyun aasuon se likhne lagi hai
Ab zindgani yeh daastan

Pehle the hanse jitna
Ab utna bura lagta hai
Sab to kho gaya mujhse
Ab kiske liye rukna hai

Phir chala phir chala
Un raahon se dil chala
Phir chala phir chala
Un raahon se dil chala

Paane ki chahat mein kho gaya
Khwabon ke hathon se dil gir gaya
Tooti jo neendein dikha hi nahi
Jaane kahan woh mushafir gaya

Nikle the sahi karne hum
Phir bhi ghalat hi hua hai
Anjaane mein jaane kaise
Humse gunaah ho gaya hai

Phir chala phir chala
Un raahon se dil chala
Phir chala phir chala
Un raahon se dil chala

Takdeeron ki is ladayi mein
Baithe hai rishte yeh haare huye
Bechare dil ko to puchho koyi
Iski khushi isko kya chahiye

Rehti thi jahan raunak
Ab ghar woh soona pada hai
Woh jo khwab dekha tha
Sau tukdon mein toota pada hai

जो हमनवा थे
अब वो खफा हैं
कल हमसफ़र थे
अब हैं जुड़ा

क्यूँ आसुओं से लिखने लगी है
अब ज़िंदगानी यह दास्तान

पहले थे हँसे जितना
अब उतना बुरा लगता है
सब तो खो गया मुझसे
अब किसके लिए रुकना है

फिर चला फिर चला
उन राहों से दिल चला
फिर चला फिर चला
उन राहों से दिल चला

पाने की चाहत में खो गया
ख्वाबों के हाथों से दिल गिर गया
टूटी जो नींदें दिखा ही नही
जाने कहाँ वो मुशफिर गया

निकले थे सही करने हम
फिर भी घालत ही हुआ है
अंजाने में जाने कैसे
हुंसे गुनाह हो गया है

फिर चला फिर चला
उन राहों से दिल चला
फिर चला फिर चला
उन राहों से दिल चला

तकडीरों की इस लड़ाई में
बैठे है रिश्ते यह हारे हुए
बेचारे दिल को तो  कोई
इसकी खुशी इसको क्या चाहिए

रहती थी जहाँ रौनक
अब घर वो सूना पड़ा है
वो जो ख्वाब देखा था
सौ टुकड़ों में टूटा पड़ा है

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *