Ek Dil Ek Jaan Song
Ek Dil Ek Jaan Hindi Lyrics from movie Padmaavat, sung by Shivam Pathak, Lyrics penned by A M Turaz and music composed by Sanjay Leela Bhansali. Starring Deepika Padukone, Shahid Kapoor, Ranveer Singh, Aditi Rao Hydari.| Song | Ek Dil Ek Jaan |
| Movie | Padmaavat |
| Singer | Shivam Pathak |
| Lyrics | A M Turaz |
| Music | Sanjay Leela Bhansali |
| Starring | Deepika Padukone, Shahid Kapoor, Ranveer Singh, Aditi Rao Hydari |
| Music Label | T-Series |
Ek dil hai
Ek jaan hai
Dono tujhpe…
Dono tujhpe qurbaan hain
Ek main hoon, ek imaan hai
Dono tujhpe haan tujhpe
Dono tujhpe qurbaan hain
Ek dil hai…
Aa…
Ishq bhi tu mera pyar bhi tu
Meri baat zaat jazbaat bhi tu
Parwaaz bhi tu rooh-e-saaz bhi tu
Meri saans nabz aur hayaat bhi tu
Mera raaz bhi tu
Pukhraj bhi tu
Meri aas pyaas aur libaas bhi tu
Meri jeet bhi tu, meri haar bhi tu
Mera kaaj raaj aur mizaaj bhi tu…
Mere ishq ke, har maqaam mein
Har subah mein, har shaam mein
Ik rutba hai, ek shaan hai
Dono tujhpe haan tujhpe
Dono tujhpe haan tujhpe
Dono tujhpe qurbaan hain
Ek dil hai
Ek jaan hai
Dono tujhpe…
Dono tujhpe qurbaan hain
Aa…
एक दिल है
एक जान है
दोनों तुझपे कुर्बान है
एक मैं हूँ
एक ईमान है
दोनों तुझपे हाँ तुझपे
दोनों तुझपे कुर्बान है
एक दिल है..
आ.. इश्क भी तू मेरा प्यार भी तू
मेरी बात ज़ात जज़्बात भी तू
परवाज़ भी तू रूह-ए-साज़ भी तू
मेरी सांस नब्ज़ और हयात भी तू
मेरा राज़ भी तू
कुफर आज भी तू
मेरी आस प्यास और लिबास भी तू
मेरी जीत भी तू
मेरी हार भी तू
मेरा राज़ राज़ और मिसाज भी तू
मेरे इश्क के
हर मकाम में
हर सुबह में
हर शाम में
इक रुतबा है
एक शान है
दोनों तुझपे हाँ तुझपे
दोनों तुझपे कुर्बान है
एक दिल है..
