Laddoo Song

Laddoo Hindi Lyrics from Shubh Mangal Saavdhan, sung by Mika Singh. The song is written and composed by Tanishk, Vayu. Starring Ayushmann Khurrana and Bhumi Pednekar.
Song Laddoo
Movie Shubh Mangal Savdhan
Singers Mika Singh
Lyrics Tanishk – Vayu
Music Tanishk – Vayu
Starring Ayushmann Khuranna, Bhumi Pednekar
Music Label Eros

Haaye boli aisi ke tamatar bhi mangaaye
To lage jaise mushaayaron mein
Baitha sun raha hoon usko

Ma Dha Ni Sa Ni Dha Ma Ga

Are aankhein aisi ke
Milaaye jab nigahein
Yeh nigahein dagmagaaye
Kuch samajh mein bhi na aaye dil ko

Par jaise mohabbat utthi
Seene mein ghus gayi gupti
Is dil ke laddoo bant gaye

Haan suljhi thodi jab gutthi
Khwaabon ki ho gayi chhutti
Is dil ke laddoo bant gaye

Haan chhata lekar nikle koi ghar se
Chhaye baadal na barse
Jaise note do hazar ke lekar koi
chutte ko tarse

Saagar me pyasa hai dil
Par kar kya sakta hai dil
Is dil ke laddoo bant gaye

Chhota zara sa hai dil
Kaisa ruaansa hai dil
Is dil ke laddoo bant gaye

Haaye aisi taisi aisi hui ke
Emotion ka juice nikla
Jhaalar laga ke ghar sajaaya
Par connection loose nikla

Haan free mein ho gaye fadde
Jeevan ka Happy B’day
Is dil ke laddoo bant gaye

Haaye raahon me aise gaddhe
Tooten hain dil ke adde
Is dil ke laddoo bant gaye

Boli aisi ke tamatar bhi mangaaye
To lage jaise mushaayaron mein
Baitha sun raha hoon usko

Are aankhen aisi ke
Milaye jab nigaahen
Ye nighahen jagmagayen
Kuchh samajh me bhi na aaye dil ko

Par jaise mohabbat utthi
Seene mein ghus gayi gupti
Is dil ke laddoo bant gaye

Haan suljhi thodi jab gutthi
Khwaabon ki ho gayi chhutti

Iss dil ke… hmmm… lag gaye

हाय बोली ऐसी के टमाटर भी मँगाए
तो लगे जैसे मुशायरों में
बैठा सुन रहा हूँ उसको

मा धा नी सा नी धा मा गा

अरे आँखें ऐसी के
मिलाए जब निगाहें
ये निगाहें डगमगायें
कुछ समझ में भी ना आए दिल को

पर जैसे मोहब्बत उट्ठी
सीने में घुस गयी गुप्ती
इस दिल के लड्डू बँट गये

हाँ सुलझी थोड़ी जब गुत्थी
ख़्वाबों की हो गयी छुट्टी
इस दिल के लड्डू बँट गये

हाँ छाता लेकर निकले कोई घर से
छाये बादल ना बरसे
जैसे नोट दो हज़ार के लेकर कोई
छुट्टे को तरसे

सागर में प्यासा है दिल
पर कर क्या सकता है दिल
इस दिल के लड्डू बँट गये

छोटा ज़रा सा है दिल
कैसा रुआंसा है दिल
इस दिल के लड्डू बँट गये

हाय ऐसी तैसी ऐसी हुई के
इमोशन का जूस निकला
झालर लगा के घर सजाया
पर कनेक्शन लूज़ निकला

हाँ फ्री में हो गये फड्डे
जीवन का हैप्पी बड्डे
इस दिल के लड्डू बँट गये

हाय राहों में ऐसे गड्ढे
टूटे हैं दिल के अड्डे
इस दिल के लड्डू बँट गये

बोली ऐसी के टमाटर भी मँगाए
तो लगे जैसे मुशायरों में
बैठा सुन रहा हूँ उसको

अरे आँखें ऐसी के
मिलाए जब निगाहें
ये निगाहें डगमगायें
कुछ समझ में भी ना आए दिल को

पर जैसे मोहब्बत उट्ठी
सीने में घुस गयी गुप्ती
इस दिल के लड्डू बँट गये

हाँ सुलझी थोड़ी जब गुत्थी
ख़्वाबों की हो गयी छुट्टी

इस दिल के… ह्म्‍म्म… लग गये

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *