Maana Ke Hum Yaar Nahin Song
Maana Ke Hum Yaar Nahin Lyrics from movie Meri Pyaari Bindu sung by Sonu Nigam, Parineeti Chopra. The song written by Kausar Munir and composed by Sachin-Jigar. It features Ayushmann Khurrana and Parineeti Chopra in the lead roles.| Song | Maana Ke Hum Yaar Nahin |
| Movie | Meri Pyaari Bindu |
| Singer | Parineeti Chopra |
| Music | Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi |
| Lyrics | Kausar Munir |
| Starring | Ayushmann Khurrana, Parineeti Chopra |
| Music Label | YRF Music |
Maana ke hum yaar nahin
Lo tay hai ke pyaar nahin
Maana ke hum yaar nahin
Lo tay hai ke pyaar nahin
Phir bhi naazre na tum milana
Dil ka aitbaar nahi
Maana ke hum yaar nahin..
Raastein mein jo milo to
Haath milaane ruk jaana
Ho oo sath mein koi ho tumhare
Durr se hi tum muskana
Lekin muskan ho aisi
Ke jismein ikraar nahin
Lekin muskan ho aisi
Ke jismein ikraar nahin
Nazron se na karna tum bayann
Woh jisse inkaar nahi
Maana ke hum yaar nahin..
Phool jo bandh hai panno mein toh
Usko dhool bana dena
Baate cheede toh meri kahin to
Usko bhool bata dena
Lekin woh bhool ho aisi
Jise bezaar nahin
Lekin woh bhool ho aisi
Jise bezaar nahin
To jo soye toh meri tarha
Ik pal bhi karaar nahi
Maana ke hum yaar nahin..
माना के हम यार नहीं
लो तय है कि प्यार नहीं
माना के हम यार नहीं
लो तय है कि प्यार नहीं
फिर भी नाज़रे न तुम मिलाना
दिल का ऐतबार नहीं
माना के हम यार नहीं..
रास्ते में जो मिलो तो
हाथ मिलाने रुक जाना
हो ू साथ में कोई हो तुम्हारे
दुर्र से ही तुम मुस्काना
लेकिन मुस्कान हो ऐसी
के जिसमें इकरार नहीं
लेकिन मुस्कान हो ऐसी
के जिसमें इकरार नहीं
नज़रों से ना करना तुम बयांन
वह जिससे इंकार नहीं
माना के हम यार नहीं..
फूल जो बांध है पन्नो में तोह
उसको धुल बना देना
बाते चीड़े तोह मेरी कहीं तो
उसको भूल बता देना
लेकिन वह भूल हो ऐसी
जिसे बेज़ार नहीं
लेकिन वह भूल हो ऐसी
जिसे बेज़ार नहीं
तो जो सोये तोह मेरी तरह
इक पल भी करार नहीं
माना के हम यार नहीं..
