Beqaaboo – Official Video – Gehraiyaan – Deepika Padukone, Siddhant, Ananya, Dhairya – OAFF, Savera
Love is a heady feeling, and “Beqaaboo” is what you feel when you’re with that person. This peppy dance track is composed by OAFF and Savera, sung by Savera and Shalmali Kholgade and written by Kausar Munir. Talking of a time when relationships are in their prime, “Beqaaboo” is the perfect song to dedicate someone just to tell them that you’re thinking of them right now.| Song Title : | Beqaaboo |
| Singer : | Shalmali Kholgade, Savera |
| Music : | OAFF, Savera |
| Lyrics : | Kausar Munir |
| Cast : | Deepika Padukone, Siddhant Chaturvedi, Ananya Panday |
Teri Baahon Mein Aise Kho Gaye
Jaise Khud Se Hi Riha Ho Gaye
Dekho Armaan Kahe
Apni Had Se Badh Gaye
Teri Baahon Mein Aise Kho Gaye
Khwabon Ka Jaadoo
Beqaaboo Hum Ho Gaye
Khwabon Ka Jaadoo Jaadoo
Dil Se Yun Laga Tu
Beqaaboo Hum Ho Gaye
Teri Baahon Mein Aise Kho Gaye
Teri Raaton Mein Aise Kho Gaye
Jaise Din Se Hum Khafa Ho Gaye
Dekho Taare Angine
Rag Rag Mein Jalne Lage
Teri Raaton Mein Aise Kho Gaye
Khwabon Ka Jaadoo
Bekaaboo Hum Ho Gaye
Khwabon Ka Jaadoo Jaadoo
Dil Se Yun Laga Tu
Beqaaboo Hum Ho Gaye
Teri Raaton Mein Aise Kho Gaye
Chal Chal Chalte Jaayein
Chal Chal Chalte Jaayein
Chal Chal Chalte Jaayein
Khwabon Ka Jaadoo
Beqaaboo Hum Ho Gaye
Khwabon Ka Jaadoo Jaadoo
Dil Se Yun Laga Tu
Bekaaboo Hum Ho Gaye
Teri Baahon Mein Aise Kho Gaye
तेरी बाहों में ऐसे खो गये
जैसे खुद से ही रिहा हो गये
देखो अरमान कहे
अपनी हद से बढ़ गये
तेरी बाहों में ऐसे खो गये
ख्वाबों का जादू
बेकाबू हम हो गये
ख्वाबों का जादू जादू
दिल से यूँ लगा तू
बेकाबू हम हो गये
तेरी बाहों में ऐसे खो गये
तेरी रातों में ऐसे खो गये
जैसे दिन से हम खफा हो गये
देखो तारे अनगिने
रग रग में जलने लगे
तेरी रातों में ऐसे खो गये
ख्वाबों का जादू
बेकाबू हम हो गये
ख्वाबों का जादू जादू
दिल से यूँ लगा तू
बेकाबू हम हो गये
तेरी रातों में ऐसे खो गये
चल चल चलते जायें
चल चल चलते जायें
चल चल चलते जायें
ख्वाबों का जादू
बेक़ाबू हम हो गये
ख्वाबों का जादू जादू
दिल से यूँ लगा तू
बेकाबू हम हो गये
तेरी बाहों में ऐसे खो गये
