Khushamdeed – Go Goa Gone lyrics | Go Goa Gone – Khushamdeed lyrics
Khushamdeed is a hindi song from the 2013 movie Go Goa Gone. Khushamdeed singer is Shreya Ghoshal. Khushamdeed composer is Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi and Khushamdeed lyricist or song writer is Priya Panchal. Khushamdeed music director is Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi. Khushamdeed features Saif Ali Khan, Anand Tiwari, Pooja Gupta, Kunal Khemu, Vir Das| Movie/album: | Go Goa Gone |
| Singers: | Shreya Ghoshal |
| Song Lyricists: | Priya Panchal |
| Music Label: | Eros Music |
Aadhi soyi aadhi jaagi
Din mein dhal gayi raatein
Baatein jaise meethe khaare
Lamhon ki saugaatein
Pighla jo ye din iss roshni mein
Milne lagi hain sohbatein
Mere rab ko mere yaaron ko
Mujhpe barsi duaaon ko
Dil se mera khushamdeed
Khushamdeed…
Sharbati meethe meethe hain
Din ke ye paimaane
Pichhli raaton ke taane baane
Inn mein ghul jaane
Maasoom koi
Ehsaas hai yeh
Dil ko mili hai barkatein
Mere rab ko mere yaaron ko
Mujhpe barsi duaaon ko
Dil se mera, khushamdeed!
Khushamdeed…
Dil ne yeh baahein
Kholi toh jaana
Kitni haseen hai raunakein
Mere rab ko mere yaaron ko
Mujhpe barsi duaaon ko
Dil se mera khushamdeed
Khushamdeed…
आधी सोई आधी जागी
दिन में ढल गयी रातें
बातें जैसे मीठे खारे
लम्हों की सौगातें
पिघला जो ये दिन इस रौशनी में
मिलने लगी हैं सोहबतें
मेरे रब को मेरे यारों को
मुझपे बरसी दुआओं को
दिल से मेरा ख़ुशामदीद
खुशामदीद…
शरबती मीठे मीठे हैं
दिन के ये पैमाने
पिछली रातों के ताने बाने
इन् में घुल जाने
मासूम कोई
एहसास है यह
दिल को मिली है बरकतें
मेरे रब को मेरे यारों को
मुझपे बरसी दुआओं को
दिल से मेरा
खुशामदीद…
दिल ने यह बाहें
खोली तोह जाना
कितनी हसीं है रौनकें
मेरे रब को मेरे यारों को
मुझपे बरसी दुआओं को
दिल से मेरा ख़ुशामदीद
खुशामदीद…
