Teri Yadoon Se – Blood Money lyrics | Blood Money

Teri Yadoon Se is a hindi song from the 2012 movie Blood Money. Teri Yadoon Se singer is Mustafa Zahid. Teri Yadoon Se composer is Pranay Rijiya and Teri Yadoon Se lyricist or song writer is Sayeed Quadri. Teri Yadoon Se music director is Pranay Rijiya. Teri Yadoon Se features Kunal Khemu, Amrita Puri.
Movie/album: Blood Money
Singers: Mustafa Zahid
Song Lyricists: Sayeed Quadri
Music Director: Pranay Rijiya

Teri yaadon se doori behtar hai
Karti jeena yeh mushkil
Yeh woh baarish hai
Deti banjar hai
Bheeg ke hoga kya haasil
Tujhe hi nahi jab
Meri aarzoo hai
Mujhe bhi kahan phir
Teri justujoo hai hoo

 

Teri yaadon se
Doori behtar hai
Karti jeena hai mushkil
Yeh woh baarish hai
Deti banjar hai
Bheeg ke hoga kya haasil
Tujhe hi nahi jab
Meri aarzoo hai
Mujhe bhi kahan
Phir teri justujoo hai

 

Raahon mein
Doondha karta hoon
Jab bhi kahin se
Guzarta hoon
Bhoole se tu mil ja kabhi
Aankhon ko cherha dikha kabhi
Koi bhi aahat sunta hoon
Tarpe nighaahein karta hoon
Aisa na ho tu ho kahin
Aake bhi mujhse mile nahi

 

Tere bina main tanha hoon
Waqt se toota lamha hoon
Aise na mujhko saza de tu
Meri khataayein bhula de tu
Kyun yeh umeed main rakhta hoon
Kyun yeh main socha karta hoon
Kaash mujhe agar bulaale tu
Gar hoon khafa toh mana le tu
Teri yaadon se doori behtar hai
Karti jeena hai mushkil
Yeh woh baarish hai deti banjar hai
Bheeg ke hoga kya haasil
Tujhe hi nahi jab meri aarzoo hai
Mujhe bhi kahan phir
Teri justujoo hai.

तेरी यादों से दूरी बेहतर है
करती जीना यह मुश्किल
यह वह बारिश है
देती बंजर है
भीग के होगा क्या हासिल
तुझे ही नहीं जब
मेरी आरज़ू है
मुझे भी कहाँ फिर
तेरी जुस्तुजू है हूँ

तेरी यादों से
दूरी बेहतर है
करती जीना है मुश्किल
यह वह बारिश है
देती बंजर है
भीग के होगा क्या हासिल
तुझे ही नहीं जब
मेरी आरज़ू है
मुझे भी कहाँ
फिर तेरी जुस्तुजू है

राहों में
ढूंढा करता हूँ
जब भी कहीं से
गुजरता हूँ
भूले से तू मिल जा कभी
आँखों को चेरहा दिखा कभी
कोई भी आहट सुनता हूँ
टरपे निग़ाहें करता हूँ
ऐसा न हो तू हो कहीं
आके भी मुझसे मिले नहीं

तेरे बिना मैं तनहा हूँ
वक़्त से टूटा लम्हा हूँ
ऐसे न मुझको सजा दे तू
मेरी खटाएं भुला दे तू
क्यों यह उम्मीद मैं रखता हूँ
क्यों यह मैं सोचा करता हूँ
काश मुझे अगर बुलाले तू
गर हूँ ख़फ़ा तोह मन ले तू
तेरी यादों से दूरी बेहतर है
करती जीना है मुश्किल
यह वह बारिष है देति बंजर है
भीग के होगा क्या हासिल
तुझे ही नहीं जब मेरी आरज़ू है
मुझे भी कहाँ फिर
तेरी जुस्तुजू है.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *