In Lamhon Ke Daaman Mein – Jodhaa Akbar lyrics | Jodhaa Akbar

In Lamhon Ke Daaman Mein is a hindi song from the 2008 movie Jodhaa Akbar. In Lamhon Ke Daaman Mein singers are Madhushree, Sonu Nigam. In Lamhon Ke Daaman Mein composer is A.R. Rahman and In Lamhon Ke Daaman Mein lyricist or song writer is Javed Akhtar.
Movie/album: Jodhaa Akbar
Singers: Madhushree, Sonu Nigam
Song Lyricists: Javed Akhtar
Music Label: UTV Music

In lamhon ke daaman mein
Pakiza se riste hain
Koi kalma mohabat ka
Dohrate farishte hain

 

Khamosh si hai zameeen hairaan sa falak hai
Ek noor hi noor sa abb aasmaan talak hai
Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein
Husn hai sari adaon mein
Ishq hai jaise hawaon mein

 

Oo..nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein
Husn hai sari adaon mein
Ishq hai jaise hawaon mein

 

Kaise yeh ishq hai
Kaisa yeh khwaab hai
Kaise jazbaat ka umda sailab hai

 

Kaise yeh ishq hai
Kaisa yeh khwaab hai
Kaise jazbaat ka umda sailab hai
Din badle raatein badli
Jeene ke andaaz hi badle hain

 

In lamhon ke daaman mein
Pakiza se riste hain
Koi kalma mohabat ka
Dohrate farishte hain

 

Samay ne yeh kya kiya
Badal di hai kaya
Tumhein mene paa liye
Mujhe tumne paya

 

Mile dekho aise hai hum
Ke do sur ho jaise madham
Koi jyada na koi kaam
Kise aag mein ke prem aag mein
Jalte dono hi the tan bhi maan bhi
Maan bhi hai tan bhi

 

Mere khwaabon ke is gulistaan mein
Tumse hi tum bahar chai hai
Phoolon mein rang nahi the lekin
Dil mein khusboon tumhi se aai hai

 

Kyon hai yeh arzoo
Kyon hai yeh zustzu
Kyon dil bechain hai
Kyon dil betaab hai

 

Kyon hai yeh arzoo
Kyon hai yeh zustzu
Kyon dil bechain hai
Kyon dil betaab hai
Din badle raatein badli baatien badli
Jeene ke andaaz hi badle hain

 

In lamhon ke daaman mein
Pakiza se riste hain
Koi kalma mohabat ka
Dohrate farishte hain

 

Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein
Husn hai sari adaon mein
Ishq hai jaise hawaon mein
Ishq hai jaise hawaon mein.

इन लम्हों के दामन में
पाकीज़ा से रिश्ते हैं
कोई कलमा मोहबत का
दोहराते फ़रिश्ते हैं

खामोश सी है ज़मीन हैरान सा फ़लक है
एक नूर ही नूर सा अब्ब आसमाँ तलक है
नग्में ही नग्में है जगती सोती फ़िज़ाओं में
हुस्न है साडी अदाओं में
इश्क़ है जैसे हवाओं में

ू..नग्में ही नग्में है जगती सोती फ़िज़ाओं में
हुस्न है साडी अदाओं में
इश्क़ है जैसे हवाओं में

कैसे यह इश्क़ है
कैसा यह ख्वाब है
कैसे जज़्बात का उमड़ा सैलाब है

कैसे यह इश्क़ है
कैसा यह ख्वाब है
कैसे जज़्बात का उमड़ा सैलाब है
दिन बदले रातें बदली
जीने के अंदाज़ ही बदले हैं

इन लम्हों के दामन में
पाकीज़ा से रिश्ते हैं
कोई कलमा मोहबत का
दोहराते फ़रिश्ते हैं

समय ने यह क्या किया
बदल दी है काया
तुम्हें मेने पा लिए
मुझे तुमने पाया

मिले देखो ऐसे है हम
के दो सुर हो जैसे मद्धम
कोई ज्यादा न कोई काम
किसे आग में के प्रेम आग में
जलते दोनों ही थे तन भी मान भी
मान भी है तन भी

मेरे ख़्वाबों के इस गुलिस्तां में
तुमसे ही तुम बहार छाई है
फूलों में रंग नहीं थे लेकिन
दिल में खुश्बूं तुम्ही से आई है

क्यों है यह आरज़ू
क्यों है यह ज़ुस्तज़ु
क्यों दिल बेचैन है
क्यों दिल बेताब है

क्यों है यह आरज़ू
क्यों है यह ज़ुस्तज़ु
क्यों दिल बेचैन है
क्यों दिल बेताब है
दिन बदले रातें बदली बाटें बदली
जीने के अंदाज़ ही बदले हैं

इन लम्हों के दामन में
पाकीज़ा से रिश्ते हैं
कोई कलमा मोहबत का
दोहराते फ़रिश्ते हैं

नग्में ही नग्में है जगती सोती फ़िज़ाओं में
हुस्न है साडी अदाओं में
इश्क़ है जैसे हवाओं में
इश्क़ है जैसे हवाओं में.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *