Saajan Ke Ghar Jana Hai – Lajja lyrics

Saajan Ke Ghar Jana Hai is a hindi song from the 2001 movie Lajja. Saajan Ke Ghar Jana Hai singers are Alka Yagnik, Richa Sharma, Sonu Nigam. Saajan Ke Ghar Jana Hai composer is Anu Malik, Ilaiyaraaja and Saajan Ke Ghar Jana Hai lyricist or song writer is Sameer. Saajan Ke Ghar Jana Hai music director is Anu Malik, Ilaiyaraaja. Saajan Ke Ghar Jana Hai features Manisha Koirala, Jackie Shroff, Anil Kapoor, Mahima Chaudhry, Madhuri Dixit, Rekha, Samir Soni, Ajay Devgn.
Movie/album: Lajja
Singers: Alka Yagnik, Richa Sharma, Sonu Nigam
Song Lyricists: Sameer
Music Label: Universal Music

Mehndi lagaake aayi
Haai
Bindiya sajaake aayi
Oye hoye hoye hoye
Mehndi lagaake aayi
Bindiya sajaake aayi
Choodi khankaake aayi
Paayal chhankaake aayi
Ho ab geet milan ke gaana hai
Gaana hai gaana hai

 

Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai

 

Haan mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai

 

Gudiya patole the
Meriyaan nishaaniyaan
Yaadon reh jaaniyaan

 

Bachpan beeta jawaani aayi hoye
Bachpan beeta jawaani aayi
Saajan ka sandesa laayi
Saiyyaanji ki sej ko jaake
Phoolon se mahekaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Haan mujhe saajan ke ghar jaana hai

 

Jamdiyaan mohe piya to
Paraaiyaan ho jaandiyaan
Piya mar jaaniyaan

 

Pal mein naata tod chali main hoye
Pal mein naata tod chali main
Baabul ka ghar chhod chali main
Ab to piya ke des mein
Saara jeevan mujhe bitaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Haan mujhe saajan
Ke ghar jaana hai
Oh oh oh aah aah aah aah
Beti ki taqdeer ka likha haai
Beti ki taqdeer ka likha
Padhke mamta royi
Kisi ne isko janam diya
Aur le jaaye ise koi

 

Ho sajdhajke aaye baaraati
Laaye ghode haathi
O teri shaadi ke mauke
Pe milke sehra gaayenge
Sada suhaagan rahe tu banno
Tujhe duaaein de jaayenge
Aaj ki raina hum logon ko
Jhoom jhoomke gaana hai
Oye hoye!

 

Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai

 

Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Haan mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai
Mujhe saajan ke ghar jaana hai.

मेहँदी लगाके आयी
है
बिंदिया सजाके आयी
ओए होए होए होए
मेहँदी लगाके आयी
बिंदिया सजाके आयी
चूड़ी खनकाके ायी
पायल छंकाके आयी
हो अब गीत मिलन के गाना है
गाना है गाना है

मुझे साजन के घर जाना है
मुझे साजन के घर जाना है
मुझे साजन के घर जाना है
मुझे साजन के घर जाना है

हाँ मुझे साजन के घर जाना है
मुझे साजन के घर जाना है
मुझे साजन के घर जाना है

गुड़िया पटोले थे
मेरियाँ निशानियाँ
यादों रेह जानियाँ

बचपन बीता जवानी आयी होये
बचपन बीता जवानी आयी
साजन का संदेशा लाई
सैय्यानजी की सेज को जाके
फूलों से महकाना है
मुझे साजन के घर जाना है
मुझे साजन के घर जाना है
हाँ मुझे साजन के घर जाना है

जामड़ियाँ मोहे पिया तो
पराइयाँ हो जांडियां
पिया मर जानियाँ

पल में नाता तोड़ चली मैं होये
पल में नाता तोड़ चली मैं
बाबुल का घर छोड़ चली मैं
अब तो पिया के देस में
सारा जीवन मुझे बिताना है
मुझे साजन के घर जाना है
मुझे साजन के घर जाना है
हाँ मुझे साजन
के घर जाना है
ओह ओह ओह आह आह आह आह
बेटी की तक़दीर का लिखा है
बेटी की तक़दीर का लिखा
पढ़के ममता रोई
किसी ने इसको जनम दिया
और ले जाए इसे कोई

हो सजधजके आये बाराती
लाये घोड़े हाथी
ओ तेरी शादी के मौके
पे मिलके सेहरा जाएंगे
सदा सुहागन रहे तू बन्नो
तुझे दुआएं दे जायेंगे
आज की रैना हम लोगों को
झूम झूमके गाना है
ओए होए!

मुझे साजन के घर जाना है
मुझे साजन के घर जाना है

मुझे साजन के घर जाना है
हाँ मुझे साजन के घर जाना है
मुझे साजन के घर जाना है
मुझे साजन के घर जाना है.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *