Jab Saiyaan Lyrics (Gangubai Kathiawadi) – Shreya Ghoshal

Jab Saiyaan Lyrics (Gangubai Kathiawadi) – Shreya Ghoshal   Check Full Lyrics on LyricsGoal: https://www.lyricsgoal.com/jab-saiyaan-gangubai-kathiawadi-shreya-ghoshal/
Song Jab Saiyaan
Movie  Gangubai Kathiawadi 
Singer Shreya Ghoshal 
Musician Sanjay Leela Bhansali
Lyricist A M Turaz
Cast Alia Bhatt
Music Lable Saregama Music

Jab Saiyaan Aaye Shaam Ko
Toh Lag Gaye Chaand Mere Naam Ko
Jab Saiyaan Aaye Shaam Ko
Toh Lag Gaye Chaand Mere Naam Ko

Sar Pe Rakh Ke Naach Phiri Main
Har Jalte Hue Ilzaam Ko
Jab Saiyaan Aaye Shaam Ko
Toh Lag Gaye Chaand Mere Naam Ko

Khudko Dekhne Tak Ki Bhi
Fursat Mujhko Nahi Milti
Unke Ishq Ke Noor Ke Aage
Shamma Nahi Jalti

Laakhon Naaz Lag Gaye Hai
Phir Guroor Ke Iss Badnaam Ko

Jab Saiyaan Aaye Shaam Ko
Toh Lag Gaye Chaand Mere Naam Ko
Sar Pe Rakh Ke Naach Phiri Main,
Har Jalte Hue Ilzaam Ko

जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को
जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को

सर पे रख के नाच फिरी मैं
हर जलते हुए इलज़ाम को
जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को

खुदको देखने तक की भी
फुर्सत मुझको नहीं मिलती
उनके इश्क़ के नूर के आगे
शम्मा नहीं जलती

लाखों नाज़ लग गये है
फिर गुरूर के इस बदनाम को

जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को
सर पे रख के नाच फिरी मैं
हर जलते हुए इलज़ाम को

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *