Bhaiya Mere Raakhi Ke Bandhan Ko Nibhana Lyrics – Chhoti Bahen (1959)

Bhaiya Mere Raakhi Ke Bandhan Ko Nibhana lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar. Bhaiya Mere Raakhi Ke Bandhan Ko Nibhana was composed by Shankar-Jaikishan with lyrics written by Shailendra. This song is from the movie Chhoti Bahen. It was released on 5th March, 1959.
Song Title Bhaiya Mere Raakhi Ke Bandhan Ko Nibhana
Music Director(s) Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyricist Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Singer(s) Lata Mangeshkar
Movie Chhoti Bahen (1959)
Starcast Balraj Sahni, Rehman, Nanda
Genre(s) Festival

bhaiyaa mere, raakhii ke ba.ndhan ko nibhaanaa
bhaiyaa mere, chhoTii bahan ko na bhulaanaa
dekho ye naataa nibhaanaa, nibhaanaa
bhaiyaa mere…

ye din ye tyohaar khushii kaa, paavan jaise niir nadii kaa
bhaa_ii ke ujale maathe pe, bahan lagaae ma.ngal Tiikaa
jhuume ye saavan suhaanaa, suhaanaa
bhaiyaa mere…

baa.Ndh ke hamane resham Dorii, tum se vo ummiid hai jo.Dii
naazuk hai jo daa.Nt (?) ke jaise, par jiivan bhar jaae na to.Dii
jaane ye saaraa zamaanaa, zamaanaa
bhaiyaa mere…

shaayad vo saavan bhii aae, jo bahanaa kaa ra.ng na laae
bahan paraae desh basii ho, agar vo tum tak pahu.Nch na paae
yaad kaa diipak jalaanaa, jalaanaa
bhaiyaa mere…

भैया मेरे, राखी के बंधन को निभाना
भैया मेरे, छोटी बहन को न भुलाना
देखो ये नाता निभाना, निभाना
भैया मेरे…

ये दिन ये त्योहार खुशी का, पावन जैसे नीर नदी का
भाई के उजले माथे पे, बहन लगाए मंगल टीका
झूमे ये सावन सुहाना, सुहाना
भैया मेरे…

बाँध के हमने रेशम डोरी, तुम से वो उम्मीद है जोड़ी
नाज़ुक है जो दाँत (?) के जैसे, पर जीवन भर जाए न तोड़ी
जाने ये सारा ज़माना, ज़माना
भैया मेरे…

शायद वो सावन भी आए, जो बहना का रंग न लाए
बहन पराए देश बसी हो, अगर वो तुम तक पहुँच न पाए
याद का दीपक जलाना, जलाना
भैया मेरे…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *