Awaara Hoon Lyrics Mukesh
Movie/Album: आवारा (1951)
Music By: शंकर-जयकिशन
Lyrics By: शैलेन्द्र
Performed By: मुकेश
| MOVIE | आवारा (1951) |
| Music By | शंकर-जयकिशन |
| Lyrics By | शैलेन्द्र |
| Performed By | मुकेश |
Awara hoon … awara hoon
Ya gardish mein hoon aasman ka tara hoon
Awara hoon … awara hoon
Ya gardish mein hoon aasman ka tara hoon
Awara hoon
Gharbaar nahi, sansar nahi
Mujhse kisi ko pyar nahi
Mujhse kisi ko pyar nahi
Us paar kisi se milne ka iqraar nahi
Mujhse kisi ko pyar nahi
Mujhse kisi ko pyar nahi
Sunsaan nagar anjaan dagar ka pyara hoon
Awara hoon … awara hoon
Ya gardish mein hoon aasman ka tara hoon
Awara hoon
Aabaad nahi, barbaad sahi
Gata hoon khushi ke geet magar
Gata hoon khushi ke geet magar
Zakhmon se bhara seena hai mera
Hansti hai magar yeh mast nazar
Duniya … duniya main tere teer ka ya taqdeer ka maara hoon
Awara hoon … awara hoon
आवारा हूँ या गर्दिश में हूँ
आसमान का तारा हूँ
घर-बार नहीं, संसार नहीं
मुझसे किसी को प्यार नहीं
उस पार किसी से मिलने का इकरार नहीं
मुझसे किसी को प्यार नहीं
अनजान नगर सुनसान डगर का प्यारा हूँ
आवारा हूँ…
आबाद नहीं, बर्बाद सही
गाता हूँ खुशी के गीत मगर
ज़ख्मों से भरा सीना है मेरा
हँसती है मगर ये मस्त नज़र
दुनिया मैं तेरे तीर का
या तक़दीर का मारा हूँ
आवारा हूँ…
