Ek Ajnabee Haseena Se – Kishore Kumar

Ek Ajnabee Haseena Se Song Lyrics From Movie Ajnabee.

Song Title Ek Ajnabee Haseena Se
Singer Kishore Kumar
Music Rahul Dev Burman
Lyrics Anand Bakshi

Ek ajnabi hasina se

Yun mulaaqat ho gayi

Ek ajnabi hasina se

Yun mulaaqat ho gayi

Phir kya hua yeh na puchho

Kuch aisi baat ho gayi

Ek ajnabee haseena se

Yun mulakat ho gayi

Phir kya hua yeh na puchho

Kuch aisi baat ho gayi

Wo achanak aa gayi

Yun nazar ke saamne

Jaise nikal aaya

Ghata se chaand

Chehre pe zulfen

Bikhri hui thi

Din mein raat ho gayi

Ek ajnabee haseena se

Yun mulakat ho gayi

Phir kya hua yeh na puchho

Kuch aisi baat ho gayi

Jane man jane jigar

Hota mai shayar agar

Kehta gazal tere he adaon par

Maine ye kaha to

Mujse khafa wo

Jaane hayaat ho gayi

Ek ajnabee haseena se

Yun mulakat ho gayi

Phir kya hua yeh na puchho

Kuch aisi baat ho gayi

Khubsurat baat ye

Char pal ka saath ye

Sari umar mujko rahega yaad

Mai akela tha magar

Ban gai wo hamsafar

Wo mere sath ho gayi

Ek ajnabi hasina se

Yun mulakaat ho gayi

Phir kya hua ye na pucho

Kuch aisi baat ho gayi..

एक अजनबी, हसीना से, यूँ मुलाकात, हो गई
फिर क्या हुआ, ये ना पूछो, कुछ ऐसी बात, हो गई
एक अजनबी, हसीना से, यूँ मुलाकात, हो गई
फिर क्या हुआ, ये ना पूछो, कुछ ऐसी बात, हो गई
वो अचानक आ गई, यूँ नज़र के सामने
जैसे निकल आया घटा से चाँद
चेहरे पे ज़ुल्फ़ें, बिखरी हुई थीं
दिन में रात हो गई
एक अजनबी, हसीना से, यूँ मुलाकात, हो गई
फिर क्या हुआ, ये ना पूछो, कुछ ऐसी बात, हो गई
जान-ए-मन जान-ए-जिगर, होता मैं शायर अगर
कहता ग़ज़ल तेरी अदाओं पर
मैं ने ये कहा तो, मुझसे ख़फ़ा वो
जान-ए-हयात हो गई
एक अजनबी, हसीना से, यूँ मुलाकात, हो गई
फिर क्या हुआ, ये ना पूछो, कुछ ऐसी बात, हो गई.
खूबसूरत बात ये, चार पल का साथ ये
सारी उमर मुझको रहेगा याद
मैं अकेला था मगर, बन गई वो हमसफ़र
वो मेरे साथ हो गई
एक अजनबी, हसीना से, यूँ मुलाकात, हो गई
फिर क्या हुआ, ये ना पूछो, कुछ ऐसी बात, हो गई

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *