Mere Haal Pe Roya Lyrics in Hindi
Mere Haal Pe Roya Lyrics in Hindi. मेरे हाल पे रोया song from Silence Can You Hear It. It stars Manoj Bajpayee, Prachi Desai, Arjun Mathur. Singer of Mere Haal Pe Roya is Aaniya Sayyed. Lyrics are written by Atiya Sayyed Music is given by Altaaf Sayyed| Song | Mere Haal Pe Roya |
| Singer | Aaniya Sayyed |
| Lyrics | Atiya Sayyed |
| Music | Altaaf Sayyed |
| Label | Zee Music Company |
Yun mere haal pe roya
Aaj dil mera
Jaise ho chubha seene mein
Koi khanjar gehra
Jaag utha phir wahi bedard
Mohabbat ka gum
Chot aisi lagi ke hai taaza
Aaj bhi woh zakham
De gaye sham-e-fiza yun
Woh jaate jaate, aa…
De gaye sham-e-fiza yun
Woh jaate jaate
Umar kat jaaye yeh baharein
Nayi aate aate
Roz pee ke zehar sehte hain hum
Yaadon ka sitam
Chot aisi lagi ke hai taaza
Aaj bhi woh zakham
Jaag utha phir wahi bedard
Mohabbat ka gum
Chot aisi lagi ke hai taaza
Aaj bhi woh zakham
यूँ मेरे हाल पे रोया
आज दिल मेरा
जैसे हो चुभा सीने में
कोई खंजर गहरा
जाग उठा फिर वही बेदर्द
मोहब्बत का गम
चोट ऐसी लगी के है ताज़ा
आज भी वो ज़ख़म
दे गए शाम-ए-फ़िज़ा यूँ
वो जाते जाते, आ…
दे गए शाम-ए-फ़िज़ा यूँ
वो जाते जाते
उम्र कट जाए ये बहारें
नई आते आते
रोज़ पी के ज़हर सहते हैं हम
यादों का सितम
चोट ऐसी लगी के है ताज़ा
आज भी वो ज़ख़म
जाग उठा फिर वही बेदर्द
मोहब्बत का गम
चोट ऐसी लगी के है ताज़ा
आज भी वो ज़ख़म
