Dariya Hai Lyrics In Hindi – Do Baaraa

Dariya Hai Lyrics In Hindi/English” From The Movie – Do Baaraa Sung By Clinton Cerejo & Bianca Gomes
Song Dariya Hai
Singer Clinton Cerejo & Bianca Gomes
Lyrics Hussain Haidry
Music Clinton Cerejo & Bianca Gomes

Toofaa’ Se Yaari Kare Ye
Ishq Kare Ye Kinaaron Se
Toofaa’ Kinaaron Se Lekin

Jhoothi Jhoothi Yaari
Jhootha Jhootha Ishq

Oopar Se Thahra Hai
Andar Se Gahra Hai
Aankhon Ka Dhokha Hai

Ziddi Hai Ye
Bas Mein Nahin Hai

Ye Waqt Ka Dariya
Doobe Jo Naa Ubhre
Yaadon Ka Hai Zariya

Ye Waqt Ka Dariya
Rakhta Raaz Gahre
Bahe Ispe Duniya

Kyun Lagey Ki Ho Chuka Hai Sab
Pahle Kabhi
Kyun Lagey Ki Jo Hua Nahin
Hoga Kabhi

Bahti Lahar Saa Jo
Dikhta Nazar Se Jo

Kitna Farebi
Kitna Hai Sachcha Ye

Aasaa’ Ye Lagta Hai
Mushkil Ye Hota Hai
Aankhon Ka Dhokha Hai
Ziddi Hai Ye
Bas Mein Nahin Hai

Ye Waqt Ka Dariya
Doobe Jo Naa Ubhre
Yaadon Ka Hai Zariya

Ye Waqt Ka Dariya
Rakhta Raaz Gahre
Bahe Ispe Duniya

Ye Waqt Ka Dariya
Doobe Jo Naa Ubhre
Yaadon Ka Hai Zariya

Ye Waqt Ka Dariya
Rakhta Raaz Gahre
Pardo’n Ki Hai Duniya.

तूफां से यारी करे ये
इश्क़ करे ये किनारों से
तूफां किनारों से लेकिन

झूठी झूठी यारी
झूठा झूठा इश्क़

ऊपर से ठहरा है
अंदर से गहरा है
आँखों का धोखा है

ज़िद्दी है ये
बस में नहीं है

ये वक़्त का दरिया
डूबे जो ना उभरे
यादों का है जरिया

ये वक़्त का दरिया
रखता राज़ गहरे
बहे इसपे दुनिया

बहती लहर सा जो
दीखता नज़र से जो
कितना फरेबी
कितना है सच्चा ये

आसान ये लगता है
मुश्किल ये होता है
आँखों का धोखा है

ज़िद्दी है ये
बस में नहीं है

ये वक़्त का दरिया
डूबे जो ना उभरे
यादों का है जरिया

ये वक़्त का दरिया
रखता राज़ गहरे
बहे इसपे दुनिया

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *