Deewangi Mein Hosh Kahan Lyrics – Raj Barman

Deewangi Mein Hosh Kahan Lyrics has been beautifully sung by Raj Barman. This latest track features the talented, Savii Biishht, Nitin Goswami & Sameer Choudhary. The heartfelt of Deewangi Mein Hosh Kahan lyrics are penned by the talented Ghalib, while the captivating music is composed by Ritesh Bhoyar. The music video for this song has been skillfully directed by N. Shukla.
Song Name : Deewangi Mein Hosh Kahan
Singer : Raj Barman
Music Label : Zee Music Company
Cast : Savii Biishht, Nitin Goswami & Sameer Choudhary

Deewangi Mein Hosh Kahan
Qaraar Bhi Nahin
Deewangi Mein Hosh Kahan
Qaraar Bhi Nahin

Sehra Mein Ae Khuda Koi
Sehra Mein Ae Khuda Koi
Ghamkhaar Bhi Nahin
Sehra Mein Ae Khuda Koi
Ghamkhaar Bhi Nahin

Deewangi Mein Hosh Kahan
Qaraar Bhi Nahin

Dil Ko Niyaz-E-Hasratein
Didar Kar Chuke
Dil Ko Niyaz-E-Hasratein
Didar Kar Chuke

Dekha Toh Hum Mein
Taqat-E-Didar Bhi Nahin
Deewangi Mein Hosh Kahan
Qaraar Bhi Nahin

Is Saadgi Pe Kaun
Na Mar Jaaye Ae Khuda
Is Saadgi Pe Kaun
Na Mar Jaaye Ae Khuda

Ladte Hai Aur Haath Mein
Talvaar Bhi Nahin
Deewangi Mein Hosh Kahan
Qaraar Bhi Nahin

Sehra Mein Ae Khuda Koi
Ghamkhaar Bhi Nahin
Deewangi Mein Hosh Kahan
Qaraar Bhi Nahin.

दीवानगी में होश कहाँ
क़रार भी नहीं
दीवानगी में होश कहाँ
क़रार भी नहीं

सेहरा में ऐ खुदा कोई
सेहरा में ऐ खुदा कोई
गमखार भी नहीं
सेहरा में ऐ खुदा कोई
गमखार भी नहीं

दीवानगी में होश कहाँ
क़रार भी नहीं

दिल को नियाज़-ए-हसरतें
दीदार कर चुके
दिल को नियाज़-ए-हसरतें
दीदार कर चुके

देखा तो हम में
ताक़त-ए-दीदार भी नहीं
दीवानगी में होश कहाँ
क़रार भी नहीं

क्या सादगी पर कौन
ना मर जाए ऐ खुदा
क्या सादगी पर कौन
ना मर जाए ऐ खुदा

लड़ते हैं और हाथ में
तलवार भी नहीं
दीवानगी में होश कहाँ
क़रार भी नहीं

सेहरा में ऐ खुदा कोई
गमखार भी नहीं
दीवानगी में होश कहाँ
क़रार भी नहीं.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *