पहले के जैसा Pehle Ke Jaisa Lyrics in Hindi – Jalebi, sung by KK
Pehle Ke Jaisa Lyrics in Hindi from movie Jalebi sung by KK. This song is written by Rashmi Viraj and composed my Abhishek Mishra. Starring Varun Mitra and Rhea Chakraborty.| Song | Pehle Ke Jaisa |
| Movie | Jalebi |
| Singer | KK |
| Lyrics | Reshmi Virag |
| Music | Abhishek Mishra |
| Starring | Varun Mitra, Rhea Chakraborty |
| Music Label | Sony Music |
Pehle Ke Jaisa Kuch Bhi Nahi Hain
Din Raat Ankho Main Ek Nami Hain
Pehle Ke Jaisa Kuch Bhi Nahi Hain
Din Raat Aankho Main Ek Nami Hain
Pehle Ke Jaise Mausam Nahi Hain
Badal To Hain Par Barish Nahi Hain
Kis Mod Pe Aa Gaye Hain Hum Batao
Rahe To Hain Humsafar Hi Nahi Hain
Aao Chale Hum Phir Se Waha Pe
Jaha Pe Kabhi Khusbuo Se Mile The
Shayad Wahi Pe Kahi Kuch Bacha Ho
Jaha Pe Kabhi Sath Hum Tum Chale The
Jise Kho Diya Hain Khatam Ho Gaya Hain
Us Payaar Pe Zindigi Denge Phir Se
Qismat Hume Leke Aayi Kaha Pe
Shamay Chal Raha Hain Magar Hum Ruke Hain
Mere Khawb Sab Akhiri Sans Leke
Gahraiyon Me Dafan Ho Chuke Hain
Wo Awaz Koi Hain Hum Tak Pahuchti
Badi Door Khud Se Hum Ja Chuke Hain
Risto Me Khamosiya Aa Gayi Hain
Seene Me Dhadkano Ki Kami Hain
Pehle Ke Jaise Mere Pass Aao
Jarurat Hain Humko Gale Se Lagao
Nahi Ras Aate Hain Humto Andhere
Chalo Cheen Layein Phir Wo Savere
Chalo Cheen Layein Phir Wo Savere
पहले के जैसा, कुछ भी नहीं है
दिन रात आँखों, में इक नमी है
पहले के जैसा, कुछ भी नहीं है
दिन रात आँखों, में इक नमी है
पहले के जैसे, मौसम नहीं हैं
बादल तो हैं पर, बारिश नहीं है
किस मोड़ पे आ गए हम बताओ
राहें तो हैं हमसफ़र ही नहीं है
आओ चलें हम फिर से वहाँ पे
जहाँ पे कभी ख़ुशबुओं से मिले थे
शायद वहीं पे, कहीं कुछ बचा हो
जहाँ पे कभी साथ हम तुम चले थे
जिसे खो दिया है, खतम हो गया है
उस प्यार को ज़िंदगी देंगे फिर से
क़िस्मत हमें ले के आयी कहाँ पे
समय चल रहा है, मगर हम रुके हैं
मेरे ख़्वाब सब आख़िरी साँस ले के
गहराइयों में दफ़न हो चुके हैं
न आवाज़ कोई है हम तक पहुँचती
बड़ी दूर ख़ुद से, हम जा चुके हैं
रिश्तों में ख़ामोशियाँ आ गयी हैं
सीने में भी धड़कनों की कमी है
पहले के जैसे, मेरे पास आओ
ज़रूरत है हमको, गले से लगाओ
नहीं रास आते, हैं हमको अंधेरे
चलो छीन लाएँ, फिर वो सवेरे
चलो छीन लाएँ, फिर वो सवेरे
