Khwabon Ke Parindey Song

Khwabon Ke Parindey song lyrics in Hindi from movie Zindagi Na Milegi Dobara (2011) sung by Alyssa Mendonsa with Mohit Chauhan, featuring Hrithik Roshan, Farhan Akhtar, Abhay Deol and Katrina Kaif in lead roles. This motivational song is penned by Javed Akhtar, music composed by Shankar Ehsaan Loy.
Song Khwabon Ke Parindey Lyrics
Movie Zindagi Na Milegi Dobara
Singers Alyssa Mendonsa, Mohit Chauhan
Music Shankar Ehsan Loy
Lyrics Javed Akhtar
Starring Hrithik Roshan, Abhay Deol, Farhan Akhtar, Katrina Kaif, Kalki Koechlin
Music label T-Series

Ude, khule aasaman mein
Khaabon ke parinday
Ude, dil ke jahaan main
Khaabon ke parinday
Oho, kya pata, jaayenge kahan
Khule hain jo pal, kahe yeh nazar
Lagta hai ab hai jaage hum
Fikrein jo thi, peeche reh gayi
Nikle unse aage hum
Hawa mein beh rahi hai zindagi
Yeh hum se keh rahi hai zindagi
Oho, ab toh, jo bhi ho so ho

Ude, khule aasaman mein
Khaabon ke parinday
Ude, dil ke jahaan main
Khaabon ke parinday
Oho, kya pata, jaayenge kahan
Kisi ne chua toh yeh hua
Phirte hai mehke mehke hum
Khoyi hain kahin baatein nayi
Jab hain aise behke hum
Hua hai yun ke dil pighal gaye
Bas ek pal mein hum badal gaye
Oho, ab toh, jo bhi ho so ho

Roshni mili
Ab raah mein hai ik dilkashi si barsi
Har khusi mili
Ab zindagi pe hai zindagi si barsi
Ab jeena humne seekha hai
Yaad hai kal, aaya tha woh pal
Jisme jadoo aisa tha
Hum ho gaye jaise naye
Woh pal jaane kaisa tha
Kahe yeh dil ke jaaun dil ki tu
Jahan bhi leke jaaye aarzoo
Oho, ab toh, jo bhi ho
So ho, jo bhi ho so ho
Ude, jo bhi ho so ho
Ude, jo bhi ho so ho.

उड़े
खाबों के परिंदे
उड़े
खाबों के परिंदे
ओहो
खुले हैं जो पल
लगता है अब है जागे हम
फिक्रें जो थी
निकले उनसे आगे हम
हवा में बह रही है ज़िन्दगी
यह हम से कह रही है ज़िन्दगी
ओहो

उड़े
खाबों के परिंदे
उड़े
खाबों के परिंदे
ओहो
किसी ने छुआ तोह यह हुआ
फिरते है महके महके हम
खोयी हैं कहीं बातें नयी

जब हैं ऐसे बहके हम
हुआ है यूँ के दिल पिघल गए
बस एक पल में हम बदल गए
ओहो

रौशनी मिली
अब राह में है इक दिलकशी सी बरसी
हर खुशी मिली
अब ज़िन्दगी पे है ज़िन्दगी सी बरसी
अब जीना हमने सीखा है
याद है कल
जिसमे जादू ऐसा था
हम हो गए जैसे नए
वह पल जाने कैसा था
कहे यह दिल के जाउँ दिल की तू
जहाँ भी लेके जाए आरज़ू
ओहो
सो हो
उड़े
उड़े

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *