Aayi Aayi Bhoot Police Song

Aayi Aayi Bhoot Police lyrics sung by Vishal Dadlani, Sunidhi Chauhan and Mellow D from movie Bhoot Police. The song  written by Kumaar and music by Sachin Jigar. Starring Saif Ali Khan, Arjun Kapoor, Jacqueline Fernandez, Yami Gautam & Javed Jaffrey.
Song Aayi Aayi Bhoot Police
Movie Bhoot Police
Singer Vishal Dadlani, Sunidhi Chauhan, Mellow D
Music Sachin-Jigar
Lyrics Rakesh Kumar (Kumaar), Mellow D
Starring Saif Ali Khan, Arjun Kapoor, Jacqueline Fernandez
Music Label Tips Official

Aayi aayi aayi bhoot police go

Ho naino se naino ki ladai hai
Ladne do ismein kya burai hai
Naino se naino ki ladai hai
Ladne do ismein kya burai hai

Sab kuch main haara
Nashe ne maara
Aankhon mein teri jo main
Dooba dooba dooba dooba
Ishq-e-tabahi tauba

Hoo ishq-e-tabahi tauba
Jaan pe ban aayi tauba
Lut gaye re lut gaye
Tere pyar mein

Ho ishq-e-tabahi tauba
Na hai rihai tauba
Lut gaye re lut gaye
Tere pyar mein
Ho ishq-e-tabahi tauba

Ishq mera jaanlewa
Dil nahi jaan lega
Is mohabbat mein toh
Maza bhi hai saza bhi hai

Nazar meri ore karle
Baat pe gaur karle
Meri chahat mein toh
Wafa bhi hai daga bhi hai

Main kurbaan tujhpe
Yaqeen kar mujhpe
Ishq mein tere is kadar main
Dooba dooba dooba
Ishq-e-tabahi tauba

Ho dil mera jaanta hai
Baat yeh maanta hai
Ishq ki galiyon mein
Nafa bhi hai nuksan bhi hai

Ismein azadiyan bhi
Hai giraftariyan bhi
Ishq mushkil hai lekin
Yeh bada asaan bhi hai

Toofan mein na ja
Sahil pe aaja
Khamkha ishq ki gehrai mein
Kyu dooba dooba
Ishq-e-tabahi tauba

Haan ishq-e-tabahi tauba
Jaan pe ban aayi tauba
Lut gaye re lut gaye
Tere pyar mein
Ho ishq-e-tabahi tauba

Aayi aayi aayi bhoot police go!

आयी आयी आयी भूत पुलिस गो

हो नैनो से नैनो की लड़ाई है
लड़ने दो इसमें क्या बुराई है
नैनो से नैनो की लड़ाई है
लड़ने दो इसमें क्या बुराई है

सब कुछ मैं हारा नशे ने मारा
आँखों में तेरी जो मैं
डूबा डूबा डूबा डूबा
इश्क़-ऐ-तबाही तौबा

हो इश्क़-ऐ-तबाही तौबा
जान पे बन आयी तौबा
लूट गये रे लूट गये
तेरे प्यार में

हो इश्क़-ऐ-तबाही तौबा
ना है रिहाई तौबा
लूट गये रे लूट गये
तेरे प्यार में
हो इश्क़-ऐ-तबाही तौबा

इश्क़ मेरा जानलेवा
दिल नहीं जान लेगा
इस मोहब्बत में तो
मज़ा भी है सजा भी है

नज़र मेरी ओर करले
बात पे गौर करले
मेरी चाहत में तो
वफ़ा भी है दगा भी है

मैं कुर्बान तुझपे
यक़ीन कर मुझपे
इश्क़ में तेरे इस कदर मैं
डूबा डूबा डूबा
इश्क़-ऐ-तबाही तौबा

हो दिल मेरा जानता है
बात ये मानता है
इश्क़ की गलियों में
नफा भी है नुकसान भी है

इसमें आज़ादियाँ भी
है गिरफ्तारियां भी
इश्क़ मुश्किल है लेकिन
ये बड़ा आसान भी है

तूफ़ान में ना जा
साहिल पे आजा
खामखा इश्क़ की गहराई में
क्यू डूबा डूबा
इश्क़-ऐ-तबाही तौबा

हाँ इश्क़-ऐ-तबाही तौबा
जान पे बन आयी तौबा
लूट गये रे लूट गये
तेरे प्यार में
हो इश्क़-ऐ-तबाही तौबा

आयी आयी आयी भूत पुलिस गो!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *