Har Funn Maula Song

Har Funn Maula Lyrics in Hindi from the movie Koi Jaane Na, sung by Vishal Dadlani, Zara Khan. The song is written by Amitabh Bhattacharya and music created by Tanishk Bagchi. Starring Kunal Kapoor, Amyra Dastur. Music Label T-Series.
Song Har Funn Maula
Movie Koi Jaane Na
Singers Vishal Dadlani, Zara Khan
Lyrics Amitabh Bhattacharya
Music Tanishk Bagchi
Starring Kunal Kapoor, Neha Mahajan, Amyra Dastur, Elli Avrram
Label T-Series

Haadson Ke Is Shehar Mein
Aaj Koyi Aayega
Khol Dega Raaz Ya Phir
Raaz Khud Ban Jayega

Raat Ki Aagosh Mein Ye
Raaz Rehne Dijiye
Kijiyega Kal Khulasa
Aaj Rehne Dijiye

Hai Koyi Parwana Yahan
Jo Jaan Pe Apni Khelega
Aashiqui Mein Hoke Fanna
Baahon Mein Shama Ko Le Lega

Itni Haseeno Pe
Kitni Dafa Ye Dola
Phir Bhi Fakeero Ka
Pehne Hue Hai Chola

Itar Ki Sheeshi Hai
Jahan Bhi Khul Jaaye
Hawa Mein Ghool Jaaye
Dil Jogi Da Har Funn Maula

Aaye Toh Kayi Karne Idhar
Dil-E-Bekarar Ki Dawa
Shab Se Shehar Hote Hi Magar
Baari Baari Saare Ho Gaye Hawa

Shab Ke Andhere Mein
Jannat Dikhane Wala
Main Toh Sawere Bhi
Dil Na Dukhane Wala

Ye Meri Baahon Mein
Raat Jo Guzre Wo
Umar Bhar Jaisi Hai
Dil Jogi Da Har Funn Maula

Har Funn Maula

हादसों के इस शहर में
आज कोई आयेगा
खोल देगा राज़ या फिर
राज़ खुद बन जायेगा

रात की आगोश में ये
राज़ रहने दीजिये
कीजियेगा कल खुलासा
आज रहने दीजिये

है कोई परवाना यहाँ
जो जान पे अपनी खेलेगा
आशिकी में होके फन्ना
बाहों में शमा को ले लेगा

इतनी हसीनो पे
कितनी दफा ये डोला
फिर भी फकीरो का
पहने हुए है चोलाइतर की शीशी है
जहाँ भी खुल जाये

हवा में घुल जाये
दिल जोगी दा हर फन मौला

आये तो कई करने इधर
दिल-ऐ-बेक़रार की दवा
शब से शहर होते ही मगर
बारी बारी सारे हो गये हवा

शब के अँधेरे में
जन्नत दिखाने वाला
मैं तो सवेरे भी
दिल ना दुखाने वाला

ये मेरी बाहों में
रात जो गुज़रे वो
उम्र भर जैसी है
दिल जोगी दा हर फन मौला

हर फन मौला

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *