Iss Tarah Song

Iss Tarah Lyrics from movie Meri Pyaari Bindu sung by Clinton Cerejo, Dominique Cerejo. The song  written by Kausar Munir and composed by Sachin-Jigar. It features Ayushmann Khurrana and Parineeti Chopra in the lead roles.
Song Iss Tarah
Movie Meri Pyaari Bindu
Singer Clinton Cerejo, Dominique Cerejo
Music Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi
Lyrics Kausar Munir
Starring Ayushmann Khurrana, Parineeti Chopra
Music Label YRF Music

Yeh ishq nahin hai aasaan
Itna toh samajh hai aata
Tu aag ka dariya hai
Mujhe tairna nahi aata

Mujhe tairna nahi aata
Tujhe doobna nahi aata
Mujhe tairna nahi aata
Tujhe doobna nahi aata

Yeh shehar meri ulfat ka
Woh shehar teri gaflat ka
Tu raat ka suraj hai
Mujhe jaagna nahi aata

Mujhe jaagna nahi aata
Tujhe ghuroobna nahi aata
Mujhe jaagna nahi aata
Tujhe ghuroobna nahi aata

Tere mere taare
Mile, mile na re
Chhat toh hai chhat se judi o..

Chaand bhi chhup jaaye
Haathon mein naa aaye
Khidkiyan to hai khuli

O..iss tarah hum ghalat
Hum ghalat, hum sahi…
Har jagah…
Har taraf, har tarah hain hum hi
O…

Yeh ishq nahin hai aasaan
Itna toh samajh hai aata
Tu aag ka dariya hai
Mujhe tairna nahi aata

Mujhe tairna nahi aata
Tujhe doobna nahi aata
Mujhe tairna nahi aata
Tujhe doobna nahi aata

Tu ret si haathon se
Aisi phishal jaati hai
Mujhe rokna nahi aata
Tujhe theharna nahi aata

Tu sarphiri hawaaon mein
Phirki si kyun phiri jaaye
Mujhe baandhna nahi aata
Tujhe thaamna nahi aata

O..teri meri raahein
Mile mile na re
Takreyengi toh kabhi
O…

Raste bhatak jaayein
Galiyan badal jaayein
Badlenge dil na kabhi

O..iss tarah..
Hum ghalat, hum ghalat, hum sahi…
Har jagah…
Har taraf, har tarah hain hum hi

Yeh ishq nahin hai aasaan
Itna toh samajh hai aata
Tu aag ka dariya hai
Mujhe tairna nahi aata
Yeh ishq nahin hai aasaan
Itna toh samajh hai aata
Tu aag ka dariya hai
Mujhe tairna nahi aata…

यह इश्क़ नहीं है आसान
इतना तोह समझ है आता
तू आग का दरिया है
मुझे तैरना नहीं आता

मुझे तैरना नहीं आता
तुझे डूबना नहीं आता
मुझे तैरना नहीं आता
तुझे डूबना नहीं आता

यह शहर मेरी उल्फत का
वह शहर तेरी ग़फ़लत का
तू रात का सूरज है
मुझे जागना नहीं आता

मुझे जागना नहीं आता
तुझे घुरूबना नहीं आता
मुझे जागना नहीं आता
तुझे घुरूबना नहीं आता

तेरे मेरे तारे
मिले
छत तोह है छत से जुडी ो..

चाँद भी छुप जाए
हाथों में ना आये
खिड़कियाँ तो है खुली

ो..इस तरह हम ग़लत
हम ग़लत
हर जगह…
हर तरफ
ो…

यह इश्क़ नहीं है आसान
इतना तोह समझ है आता
तू आग का दरिया है
मुझे तैरना नहीं आता

मुझे तैरना नहीं आता
तुझे डूबना नहीं आता
मुझे तैरना नहीं आता
तुझे डूबना नहीं आता

तू रेट सी हाथों से
ऐसी फिशल जाती है
मुझे रोकना नहीं आता
तुझे ठहरना नहीं आता

तू सरफिरी हवाओं में
फिरकी सी क्यूँ फिरि जाए
मुझे बांधना नहीं आता
तुझे थामना नहीं आता

ो..तेरी मेरी राहें
मिले मिले न रे
तकरेएंगी तोह कभी
ो…

रास्ते भटक जाएँ
गलियां बदल जाएँ
बदलेंगे दिल न कभी

ो..इस तरह..
हम ग़लत
हर जगह…
हर तरफ

यह इश्क़ नहीं है आसान
इतना तोह समझ है आता
तू आग का दरिया है
मुझे तैरना नहीं आता
यह इश्क़ नहीं है आसान
इतना तोह समझ है आता
तू आग का दरिया है
मुझे तैरना नहीं आता…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *