JAAN BAN GAYE LYRICS – KHUDA HAAFIZ
Jaan Ban Gaye Lyrics of Khuda Haafiz. This is new Bollywood movie Song. Song is sung Mithoon, Vishal Mishra & Asees Kaur. Lyrics of Jaan Ban Gaye Lyrics writen by Mithoon. Composed & Arranged by Mithoon. Aap Humari Jan Ban Gaye lyrics. Additional Vocals Keshav, Dilshaad Shabbir Shaikh & Nakul Abhyankar. Label on Zee Music Company.| Song Title | Jaan Ban Gaye Lyrics |
| Movie | Khuda Haafiz |
| Singers | Mithoon, Vishal Mishra & Asees Kaur |
| Lyrics | Mithoon |
| Music | Mithoon |
| Music Label | Zee Music Company |
Ehsas ki jo zubaan ban gaye
Ehsas ki jo zubaan ban gaye
Dil mein mere mehman ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahein
Aap humari jaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye
Aap hi rabb aap imaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye
Qismat se humein aap humdum mil gaye
Jaise ki dua ko alfaz mil gaye
Socha jo nahi woh haasil ho gaya
Chaahun aur kya ki khuda de ab mujhe
Rabb se mila ek ayan ban gaye
Khwabon ka mere mukaam ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahein
Aap humari jaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye
Aap hi rabb aap imaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye
Deen hai ilaahi mera maan hai mahi
Main to sajda karun unko
Harz ruvai meri farz davayi meri
Ishq hua mujhko
Deen hai ilaahi mera maan hai mahi
Main to sajda karun unko
Harz ruvai meri farz davayi meri
Ishq hua mujhko
Jaan ban gaye!
