Javed Ali – Ohh Yaara Song Lyrics
Ohh Yaara Song Lyrics In English: Ohh Yaara is a new Hindi Love Song that has released in 2021. Javed Ali sang the new Song Ohh Yaara Lyrics is given by Vishal Samrat and music by Rashid Khan.Song | Ohh Yaara |
Singer | Javed Ali |
Lyrics | Vishal Samrat |
Music | Rashid Khan |
Label | Zee Music Company |
Aansuon ki baarishein
Aankhon se beh gayi
Khwabon ki imaratein
Ik pal me reh gayi
Kisse kahun kaise kahun
Ehsaas hai tu mera
Tu chala gaya dil se magar
Aankhon mein tera chehra
Ab bhi tu reh ta he tu mujh me
Me khoya rehta hoon tujh me
Tu hi to mera sahara
Oh yaara. oh yaara.. oh yaara
Oh yaara. oh yaara.. oh yaara
Aansuon ki baarishein
Aankhon se beh gayi
Khwabon ki imaratein
Ik pal me reh gayi
Aansuon ki baarishein
Aankhon se beh gayi
Khwabon ki imaratein
Ik pal me reh gayi
Bahut kaha bahut suna
Par tune ik na suni
Bahut kaha bahut suna
Par tune ik na suni
Kismat mein meri tu nahi
Phir kyun hai tujhpe yakin
Phir kyun hai tujhpe yakin
Abb bhi tadpa hai tu mujhme
Abb bhi dhadka hai tu mujhme
Tu hi to mera sahara
Ohh yaara. ohh yaara.. ohh yaara
Ohh yaara. ohh yaara.. ohh yaara
Aansuon ki baarishein
Aankhon se beh gayi
Khwabon ki imaratein
Ik pal me reh gayi
Jeena nahi tere bina
Ghut ghut ke abb yun mujhe
Jeena nahi tere bina
Ghut ghut ke abb yun mujhe
Mar bhi jaun main agar
Uff na karunga me tujhe
Uff na karunga me tujhe
Yaadein hai teri is dil mein
Tere bin hun mein mushkil mein
Tu hi to mera shahara
Ohh yaara. ohh yaara.. ohh yaara
Ohh yaara. ohh yaara.. ohh yaara