जीतने के लिए Jeetne Ke Liye Lyrics from Azhar (2016)
Jeetne Ke Liye Lyrics in Hindi. जीतने के लिए song from Azhar 2016. It stars Nargis Fakhri, Emraan Hashmi, Lara Dutta, Prachi Desai, Lobna Futers, Daniel Eghan, Atul Sharma, Paul Terry, Gautam Gulati, Huma Qureshi, Attila G. Kerekes, Kunaal Roy Kapur, Laura Matassa, A.k. Steppa, Emily Doherty. Singer of Jeetne Ke Liye is Krishnakumar Kunnath (K.K). Lyrics are written by Rakesh Kumar (Kumaar) Music is given by Amaal Mallik| Song Name : | Jeetne Ke Liye |
| Album / Movie : | Azhar 2016 |
| Singer : | Krishnakumar Kunnath (K.K) |
| Star Cast : | Nargis Fakhri, Emraan Hashmi, Lara Dutta, Prachi Desai, Lobna Futers, Daniel Eghan, Atul Sharma, Paul Terry, Gautam Gulati, Huma Qureshi, Attila G. Kerekes, Kunaal Roy Kapur, Laura Matassa, A.k. Steppa, Emily Doherty |
| Music Director : | Amaal Mallik |
| Lyrics by : | Rakesh Kumar (Kumaar) |
| Music Label : | T-Series |
Aasmaan bhi haarta hai
Zameen pe waqt guzaarta hai
Phir se unchaiyon ki chah mein
Zindagi jo toot’ti hai
Neend saari roothti hai
Honsla mil hi jaata hai raah mein
Phir udega dil unn udano mein
Phir ladega dil do jahano se
Jeetne ke liye o..
Jeetne ke liye…
Jeetne ke liye…
Kehte hain yeh iraade sabhi
Toota hoon main bikhra nahi
Dhoop mein jo pighal jaaye
Main woh barf ka tukda nahi
Na darega dil inn tufano se
Phir ladega dil do jahano se
Jeetne ke liye o..
Jeetne ke liye…
Jeetne ke liye…
Din mein dekhi raate kayi
Hone lagi subah nayi
Andheron ki dararon se ab
Dikhe lagi hai roshni
Na darega dil imtihaano se
Phir ladega dil do jahano se
Jeetne ke liye o..
Jeetne ke liye…
Jeetne ke liye…
आसमान भी हारता है
ज़मीं पे वक़्त गुजारते है
फिर से ऊँचाइयों की चाह में
ज़िन्दगी जो टूट’ती है
नींद साड़ी रूठती है
होंसला मिल ही जाता है राह में
फिर उडेगा दिल उन् उड़ानों में
फिर लड़ेगा दिल दो जहानो से
जीतने के लिए ो..
जीतने के लिए…
जीतने के लिए…
कहते हैं यह इरादे सभी
टूटा हूँ मैं बिखरे नहीं
धुप में जो पिघल जाए
मैं वह बर्फ का टुकड़ा नहीं
न डरेगा दिल इन् तुफानो से
फिर लड़ेगा दिल दो जहानो से
जीतने के लिए ो..
जीतने के लिए…
जीतने के लिए…
दिन में देखि राते कई
होने लगी सुबह नयी
अंधेरों की दरारों से अब
दिखे लगी है रौशनी
न डरेगा दिल इम्तिहानो से
फिर लड़ेगा दिल दो जहानो से
जीतने के लिए ो..
जीतने के लिए…
जीतने के लिए…
