Labon Ka Karobaar Song
Labon Ka Karobaar song lyrics from movie Befikre, sung by Papon, lyrics penned by Jaideep Sahni and music by Vishal-Shekhar. Starring Ranveer Singh and Vaani Kapoor.| Song | Labon Ka Karobaar |
| Movie | Befikre |
| Singer | Angaraag Mahanta (Papon) |
| Music | Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani |
| Lyrics | Jaideep Sahni |
| Starring | Ranveer Singh, Vaani Kapoor |
| Music Label | YRF Music |
Jebon mein bikhre hain taare
Khaali huaa aasmaan
Haathon mein dhoop hai mere
Barfeela baaki jahaan
Rooh gaaye jhoome jaaye
Dil kahe baar baar
Ishq kar le
Ishq jee le
Ishq labon ka karobaar
Jebon mein bikhre hain taare
Khaali huaa aasmaan
Haathon mein dhoop hai mere
Barfeela baaki jahaan
Dhoop mein ishq chaaon
Dard mein aaraam
Makhmali har raat
Sharbati har shaam
Ishq ka leke naam
Dil se nikle salaam
Na chhupa na dabaa
Hoja tu belagaam
Ishq bina teri shaamein
Khaali khanakte jaam
Ishq karam se raatein
Jo na chamakte chaand
Rooh gaaye jhoome jaaye
Dil kahe baar baar
Ishq kar le
Ishq jee le
Ishq labon ka karobar
Jebon mein bikhre hain taare
Khaali huaa aasmaan
Haathon mein dhoop hai mere
Barfeela baaki jahaan
Ishq labon ka karobaar..
जेबों में बिखरे हैं तारे
खाली हुआ आसमान
हाथों में धुप है मेरे
बर्फीला बाकी जहां
रूह गाये झूमे जाए
दिल कहे बार बार
इश्क़ कर ले
इश्क़ जी ले
इश्क़ लबों का कारोबार
जेबों में बिखरे हैं तारे
खाली हुआ आसमान
हाथों में धुप है मेरे
बर्फीला बाकी जहां
धुप में इश्क़ चाओं
दर्द में आराम
मखमली हर रात
शरबती हर शाम
इश्क़ का लेके नाम
दिल से निकले सलाम
न छुपा न दबा
होजा तु बेलगाम
इश्क़ बिना तेरी शामें
खाली खनकते जाम
इश्क़ करम से रातें
जो न चमकते चाँद
रूह गाये झूमे जाए
दिल कहे बार बार
इश्क़ कर ले
इश्क़ जी ले
इश्क़ लबों का कारोबार
जेबों में बिखरे हैं तारे
खाली हुआ आसमान
हाथों में धुप है मेरे
बर्फीला बाकी जहां
इश्क़ लबों का कारोबार..
