Maa Nahi Saas Hoon Main OST Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan

Maa Nahi Saas Hoon Main OST Lyrics From “Maa Nahi Saas Hoon Main” has been beautifully sung by Rahat Fateh Ali Khan. This latest track features the talented, Sumbul Iqbal, Hammad Shoaib, Erum Akhtar. The heartfelt of Maa Nahi Saas Hoon Main OST lyrics are penned by the talented Naveed Nashad, while the captivating music is composed by Qamar Nashad. The music video for this song has been skillfully directed by Saleem Ghanchi.
Song Name : Maa Nahi Saas Hoon Main OST
Album / Movie : Maa Nahi Saas Hoon Main
Singer : Maa Nahi Saas Hoon Main OST
Music Label : Har Pal Geo
Cast : Sumbul Iqbal, Hammad Shoaib, Erum Akhtar

Teri Fitrat Mein Hai Dhoka
Tu Kisi Ka Bhi Nahi
Aaj Hai Waqt Saath Tere
Kal Mager Hoga Nahi

Tu Ne Badle Kitne Chehre
Tu Ne Badle Kitne Chehre
Main Karoon Kispe Yaqeen

Dil Hai Mera Mom Ka
Ye Koi Patthar Nahi
Chot De Jo Har Dafa
Zakham Woh Bharta Nahi

Ek Khalish Hai Jo Ankahin Hai
Aag Lagi Hai Dil Mein Bujhti Nahi Hai

Jurm Hai Itna Tumse Dillagi Hai
Maana Bewafai Ki Hai Tu Hi Sahi Hai
Yaad Hai Teri Jaati Nahi Hai
Maut Bhi Humko Aati Nahi Hai

Tu Ne Badle Kitne Chehre
Tu Ne Badle Kitne Chehre
Main Karoon Kispe Yaqeen

Dil Hai Mera Mom Ka
Ye Koi Patthar Nahi
Chot De Jo Har Dafa
Zakham Woh Bharta Nahi

तेरी फितरत में है धोखा
तू किसी का भी नहीं
आज है वक़्त साथ तेरे
कल मगर होगा नहीं

तू ने बदले कितने चेहरे
तू ने बदले कितने चेहरे
मैं करूं किसपे यकीन

दिल है मेरा मॉम का
ये कोई पत्थर नहीं
चोट दे जो हर दफा
ज़ख्म वो भरता नहीं

एक खलिश है जो अनकही है
आग लगी है दिल में बुझती नहीं है

जुर्म है इतना तुमसे दिल्लगी है
माना बेवफाई की है तू ही सही है
याद है तेरी जाती नहीं है
मौत भी हमको आती नहीं है

तू ने बदले कितने चेहरे
तू ने बदले कितने चेहरे
मैं करूं किसपे यकीन

दिल है मेरा मॉम का
ये कोई पत्थर नहीं
चोट दे जो हर दफा
ज़ख्म वो भरता नहीं

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *