Mere Ishq Mein Lakho Latke Balam Lyrics

Song Name Mere Ishq Mein Lakho Latke Balam
Movie Name Mausam
Music Madan Mohan Kohli
Singer Asha Bhosle
Lyrics Gulzar
Year 1975
Music Label Sa Re Ga Ma

Mere ishq mein lakho latke
Balam zara hat ke, balam zara hat ke
Ho mere ishq mein lakho latke
Balam zara hat ke, balam zara hat ke
Haye haye haye marungi aankh to nila pad jayega
Main marungi aankh to nila pad jayega
Balam zara, balam zara hat ke hat ke hat ke
Mere ishq mein lakho latke
Balam zara hat ke, balam zara hat ke
Ho mere ishq mein lakho latke
Balam zara hat ke, balam zara hat ke

Sutli si patli hai mori kamriya hay ram
Sutli si patli hai mori kamriya
Kamriya se baandhi hai maine gagriya
Kagriya na chhalke zara hat ke hat ke hat ke
Mere ishq mein lakho latke
Balam zara hat ke, balam zara hat ke
Ho mere ishq mein lakho latke
Balam zara hat ke, balam zara hat ke

Saukin kehte hai chhapann chhuri hai
Saukin kehte hai kehte hai kehte hai
Saukin kehte hai chhapann chhuri hai
Dil ki to achchhi hai aadat buri hai
Saukin kehte hai chhapann chhuri hai
Dil ki to achchhi hai aadat buri hai
Aadi na hona zara hat ke hat ke hat ke
Mere ishq mein lakho latke
Balam zara hat ke, balam zara hat ke
Ho mere ishq mein lakho latke
Balam zara hat ke, balam zara hat ke

Badami rang pe kurti sharab ki, haye haye
Badami rang pe kurti sharab ki
Saiya ne dekho meri aadat kharab ki
Mose na lagana zara hat ke hat ke hat ke
Mere ishq mein lakho latke
Balam zara hat ke, balam zara hat ke
Hay re marungi aankh to nila pad jayega
Main marungi aankh to nila pad jayega
Balam zara, balam zara hat ke hat ke hat ke
Mere ishq mein lakho latke
Balam zara hat ke, balam zara hat ke
Mere ishq mein lakho latke
Balam zara hat ke, balam zara hat ke.

मेरे इश्क़ में लाखो लातके
बालम ज़रा हट के
हो मेरे इश्क़ में लाखो लातके
बालम ज़रा हट के
हाय हाय हाय मरूँगी आँख तो नीला पड़ जायेगा
मैं मरूंगी आँख तो नीला पड़ जायेगा
बालम ज़रा
मेरे इश्क़ में लाखो लातके
बालम ज़रा हट के
हो मेरे इश्क़ में लाखो लातके
बालम ज़रा हट के

सुटली सी पतली है मोरि कमरिया हाय राम
सुटली सी पतली है मोरि कमरिया
कामरिया से बाँधी है मैंने गगरिया
कागरिया न छलके ज़रा हट के हैट के हैट के
मेरे इश्क़ में लाखो लातके
बालम ज़रा हट के
हो मेरे इश्क़ में लाखो लातके
बालम ज़रा हट के

सौकीन कहते है छपन्न छुरी है
सौकीन कहते है कहते है कहते है
सौकीन कहते है छपन्न छुरी है
दिल की तो अच्छी है आदत बुरी है
सौकीन कहते है छपन्न छुरी है
दिल की तो अच्छी है आदत बुरी है
आदि न होना ज़रा हट के हैट के हैट के
मेरे इश्क़ में लाखो लातके
बालम ज़रा हट के
हो मेरे इश्क़ में लाखो लातके
बालम ज़रा हट के

बादामी रंग पे कुर्ती शराब की
बादामी रंग पे कुर्ती शराब की
सैया ने देखो मेरी आदत ख़राब की
मोसे न लगाना ज़रा हट के हैट के हैट के
मेरे इश्क़ में लाखो लातके
बालम ज़रा हट के
हाय रे मरूँगी आँख तो नीला पड़ जायेगा
मैं मरूंगी आँख तो नीला पड़ जायेगा
बालम ज़रा
मेरे इश्क़ में लाखो लातके
बालम ज़रा हट के
मेरे इश्क़ में लाखो लातके
बालम ज़रा हट के

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *