MERE KHWABON MEIN JO AAYE LYRICS – Dilwale Dulhania Le Jayenge

MERE KHWABON MEIN JO AAYE LYRICS - Dilwale Dulhania Le Jayenge
Song Mere Khwabon Mein Jo Aaye
Album Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
Singer Lata Mangeshkar
Musician  Jatin, Lalit
Lyricist Anand Bakshi

Mere Khwabon Mein Jo Aaye
Aa Ke Mujhe Chhed Jaaye
Mere Khwabon Mein Jo Aaye
Aa Ke Mujhe Chhed Jaaye
Uss Se Kaho Kabhi Samne To Aaye

Mere Khwabon Mein Jo Aaye
Aa Ke Mujhe Chhed Jaaye
Uss Se Kaho Kabhi Samne To Aaye
Mere Khwabon Mein Jo Aaye..

Kaisa Hai, Kaun Hai Woh Jane Kahan Hai
Jiske Liye Mere Hothon Pe Haan Hai
O Kaisa Hai, Kaun Hai Woh Jane Kahan Hai
Jiske Liye Mere Hothon Pe Haan Hai

Apna Hai Yaa Begaana Hai Woh
Sach Hai Yaa Koi Afsana Hai Woh
Dekhe Ghoor Ghoor Ke
Yoon Hi Door Door Se
Use Kaho Meri Neend Na Churaye

Mere Khwabon Mein Jo Aaye
Aa Ke Mujhe Chhed Jaaye
Uss Se Kaho Kabhi Samne To Aaye
Mere Khwabon Mein Jo Aaye..

Jadoo Sa Jaise Koi Chalne Laga Hai
Main Kya Karoon Dil Machalne Laga Hai
Jadoo Sa Jaise Koi Chalne Laga Hai
Main Kya Karoon Dil Machalne Laga Hai

Tera Deewana Hoon, Kehta Hai Woh
Chhup Chhup Ke Phir Kyon Rahta Hai Woh
Kar Baitha Bhool Woh
Le Aaya Phool Woh
Use Kaho Jaaye Chand Leke Aaye

Mere Khwabon Mein Jo Aaye
Aa Ke Mujhe Chhed Jaaye
Mere Khwabon Mein Jo Aaye
Aa Ke Mujhe Chhed Jaaye
Uss Se Kaho Kabhi Samne To Aaye
Mere Khwabon Mein Jo Aaye

La..La..La..La..
La..La..La..La..
Aa..Aa..

मेरे ख्वाबों में जो आए
आ के मुझे छेड़ जाए
मेरे ख्वाबों में जो आए
आ के मुझे छेड़ जाए
उस से कहो कभी सामने तो आए

मेरे ख्वाबों में जो आए
आ के मुझे छेड़ जाए
उस से कहो कभी सामने तो आए
मेरे ख्वाबों में जो आए..

कैसा है, कौन है वो जाने कहाँ है
जिसके लिए मेरे होंठों पे हाँ है
ओ कैसा है, कौन है वो जाने कहाँ है
जिसके लिए मेरे होंठों पे हाँ है

अपना है या बेगाना है वो
सच है या कोई अफ़साना है वो
देखे घूर-घूर के, यूँ ही दूर-दूर से
उसे कहो मेरी नींद न चुराए

मेरे ख्वाबों में जो आए
आ के मुझे छेड़ जाए
उसे कहो कभी सामने तो आए
मेरे ख्वाबों में जो आए..

जादू सा जैसे कोई चलने लगा है
मैं क्या करूँ दिल मचलने लगा है
जादू सा जैसे कोई चलने लगा है
मैं क्या करूँ दिल मचलने लगा है

तेरा दीवाना हूँ, कहता है वो
छुप-छुप के फिर क्यों रहता है वो
कर बैठा भूल वो, ले आया फूल वो
उसे कहो जाए चाँद ले के आए

मेरे ख्वाबों में जो आए
आ के मुझे छेड़ जाए

मेरे ख्वाबों में जो आए
आ के मुझे छेड़ जाए
उस से कहो कभी सामने तो आए
मेरे ख्वाबों में जो आए

ला..ला..ला..ला..
ला..ला..ला..ला..
आ..आ..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *