Mujhko Pehchan Lo

Song Mujhko Pehchan Lo
Movie Don 2
Singer Krishnakumar Kunnath
Music Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Lyrics Javed Akhtar
Label T-Series

Duniya mein logon ne
Phir apne dil thaame
Aaya hoon lekar main
Phir kitne hungame

Phir maine socha hai
Main jeetun sab haare
Darwaaze khul jaaye
Gir jaaye dewaarein
Mujhse takra paya hai kaun
Mujhko pehchaanlo, main hoon don

Duniya mujhe jo bhi kahe
Iss ki mujhe parwah hai kya
Mujhko ko toh hai yeh dekhna
Jeetne ki hai raah kya
Jo mujhko, rokna chaahe
Unko hai, kya yeh pata

Don ko pakadna mushkil
Hi nahin namumkin hai

Duniya phir jeetne
Aya kaun don, don
Mujhko pehchaanlo,
Main hoon don don.

दुनिया में लोगों ने
फिर अपने दिल थामे
आया हूँ लेकर मैं
फिर कितने हंगामे

फिर मैंने सोचा है
मैं जीतूं सब हारे
दरवाज़े खुल जाए
गिर जाए दीवारें
मुझसे टकरा पाया है कौन
मुझको पेहचानलो

दुनिया मुझे जो भी कहे
इस की मुझे परवाह है क्या
मुझको को तोह है यह देखना
जीतने की है राह क्या
जो मुझको
उनको है

डॉन को पकड़ना मुश्किल
ही नहीं नामुमकिन है

दुनिया फिर जीतने
आया कौन डॉन
मुझको पेहचानलो
मैं हूं डॉन डॉन.

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *