Pyaar Ban Gaye Lyrics – Sachet, Parampara | Karishma Sharma, Rohit Zinjurke

Pyaar Ban Gaye Lyrics has been beautifully sung by the renowned Sachet Tandon & Parampara Tandon. This latest track features the talented, Karishma Sharma, Rohit Zinjurke. The heartfelt of Pyaar Ban Gaye lyrics are penned by the talented Sayeed Quadri, while the captivating music is composed by Sachet-Parampara. The music video for this song has been skillfully directed by Video Brains.
Song Name : Pyaar Ban Gaye
Singer : Sachet Tandon, Parampara Tandon
Music Label : T-Series
Cast : Karishma Sharma, Rohit Zinjurke

Barson Ho Gaye Bichde Humko
Phir Aaj Unse Mulaqaat Hogi
Idhar Udhar Ki Baatein Hongi
Agar Honthon Se Na Keh Paaya
To Aankhon Aankhon Se Baatein Hogi

Meri Zindagi Ka
Pehla Haseen Tum
Khwab Ban Gaye Ho
Pyaar Ban Gaye Ho

Jise Yaad Rakhna
Main Chahun Woh
Yaad Ban Gaye Ho
Pyaar Ban Gaye Ho

Jise Karta Rehna
Main Chahun Woh
Baat Ban Gaye Ho
Pyaar Ban Gaye Ho

Meri Zindagi Ka
Pehla Haseen Tum
Khwab Ban Gaye Ho
Pyaar Ban Gaye Ho

Jabse Hui Hai
Hume Tumse Mohabbat
Jaana Humne
Kya Hoti Ibadat

Jiski Tamanna Hai
Tum Ho Woh Mannat
Jabse Mile Tum
Jaagi Hai Kismat

O Jabse Hui Hai
Hume Tumse Mohabbat
Jaana Humne
Kya Hoti Ibadat

Jiski Tamanna Hai
Tum Ho Woh Mannat
Jabse Mile Tum
Jaagi Hai Kismat

Juda Jisse Ik Pal
Hona Na Chaho
Saath Ban Gaye Ho
Pyaar Ban Gaye Ho

Meri Zindagi Ka
Pehla Haseen Tum
Khwab Ban Gaye Ho
Pyaar Ban Gaye Ho

Tumhe Dekhne Se Mile
Dil Ko Rahat
De Sukoon Mujhe
Teri Qurbat

Tu Meri Khwahish
Tu Meri Hasrat
Kafi Mujhe Hai
Bas Teri Chahat

Kahin Sard Mausam Mein
Aise Mile Tum
Aanch Ban Gaye Ho
Pyaar Ban Gaye Ho

Meri Zindagi Ka
Pehla Haseen Tum
Khwab Ban Gaye Ho
Pyaar Ban Gaye Ho

Jise Yaad Rakhna
Main Chahun Woh
Yaad Ban Gaye Ho
Pyaar Ban Gaye Ho

Meri Zindagi Ka
Pehla Haseen Tum
Khwab Ban Gaye Ho
Pyaar Ban Gaye Ho

Pyaar Ban Gaye Ho
Pyaar Ban Gaye Ho
Pyaar Ban Gaye Ho

बरसों हो गए बिछड़े हमको
फिर आज उनसे मुलाक़ात होगी
इधर उधर की बातें होंगी
अगर होठों से ना कह पाया
तो आँखों आँखों से बातें होंगी

मेरी जिंदगी का
पहला हसीन तुम
ख्वाब बन गए हो
प्यार बन गये हो

जिसे याद रखना
मैं चाहूं वो
याद बन गये हो
प्यार बन गये हो

जिसे करता रहना
मैं चाहूं वो
बात बन गई हो
प्यार बन गये हो

मेरी जिंदगी का
पहला हसीन तुम
ख्वाब बन गए हो
प्यार बन गये हो

जबसे हुई है
हमें तुमसे मोहब्बत
जाना हमने
क्या होती इबादत

जिसकी तमन्ना है
तुम हो वो मन्नत
जबसे मिले तुम
जागी है किस्मत

ओ जबसे हुई है
हमें तुमसे मोहब्बत
जाना हमने
क्या होती इबादत

जिसकी तमन्ना है
तुम हो वो मन्नत
जबसे मिले तुम
जागी है किस्मत

जुदा जिसका इक पल
होना ना चाहो
साथ बन गए हो
प्यार बन गये हो

मेरी जिंदगी का
पहला हसीन तुम
ख्वाब बन गए हो
प्यार बन गये हो

तुम्हें देखने से मिले
दिल को राहत
दे सुकून मुझे
तेरी क़ुर्बत

तू मेरी ख्वाहिश
तू मेरी हसरत
काफ़ी मुझसे है
बस तेरी चाहत

कहीं सर्द मौसम में
ऐसे मिले तुम
आंच बन गई हो
प्यार बन गये हो

मेरी जिंदगी का
पहला हसीन तुम
ख्वाब बन गए हो
प्यार बन गये हो

जिसे याद रखना
मैं चाहूं वो
याद बन गये हो
प्यार बन गये हो

मेरी जिंदगी का
पहला हसीन तुम
ख्वाब बन गए हो
प्यार बन गये हो

प्यार बन गये हो
प्यार बन गये हो
प्यार बन गये हो

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *