Silsila Ye Chaahat Ka – Devdas lyrics

Silsila Ye Chaahat Ka is a hindi song from the 2002 movie Devdas. Silsila Ye Chaahat Ka singer is Shreya Ghoshal. Silsila Ye Chaahat Ka composer is Ismail Darbar and Silsila Ye Chaahat Ka lyricist or song writer is Nusrat Badr. Silsila Ye Chaahat Ka music director is Ismail Darbar. Silsila Ye Chaahat Ka features Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Aishwariya Rai, Jackie Shroff, Kirron Kher.
Movie/album: Devdas
Singers: Shreya Ghoshal
Song Lyricists: Nusrat Badr
Music Label: Universal

Mausam Ne Li Angdaayi Aayi Aayi
Lehraake Barkha Phir Chaayi Chaayi
Jhoka Hawa Ka Aayega Aur Yeh Diya Buj Jaayega

 

Silsila Yeh Chaahat Ka Na Maine Bujhne Diya
Silsila Yeh Chaahat Ka Na Maine Bujhne Diya
Oh Piya Yeh Diya Na Bujha Hai Na Bujhega
Mere Chaahat Ka Diya Mere Piya Ab Aaja Re Mere Piya
Oh Mere Piya Ab Aaja Re Mere Piya
Is Diye Sang Jal Raha Mera Rom Rom Rom Aur Jiya
Ab Aaja Re Mere Piya Oh Mere Piya Ab Aaja Re Mere Piya

 

Faasla Tha Doori Thi Faasla Tha Doori Thi
Tha Judaai Ka Aalam Intezaar Mein Nazrein Thi
Aur Tum Wahan The Tum Wahan The Tum Wahan The
Jhilmilaatey Jagmagaatey Khushiyon Mein Jhoom Kar
Aur Yahan Jal Rahe The Hum Aur Yahan Jal Rahe The Hum

 

Phir Se Baadal Garja Hai Garaj Garaj Ke Barsa Hai
Ghoom Ke Toofan Aaya Hai Par Tujhe Bujha Nahin Paaya Hai
Oh Piya Yeh Diya Chaahe Jitha Sathey Tujhe Yeh Saawan
Yeh Hawa Aur Yeh Bijliyaan
Mere Piya Ab Aaja Re Mere Piya
Oh Mere Piya Ab Aaja Re Mere Piya

 

Dehko Yeh Pagli Deewani Duniya Se Hai Yeh Anjaani
Jhoka Hawa Ka Aayega Aur Iska Piya Sang Laayega
Oh Piya Ab Aaja Re Mere Piya
Silsila Yeh Chaahat Ka Na Maine Bujhne Diya
Oh Piya Yeh Diya
Silsila Yeh Chaahat Ka Na Maine Bujhne Diya
Oh Piya Yeh Diya
Aye Piya Piya Piya.

मौसम ने ली अंगड़ाई आई आई
लेहराके बरखा फिर छाई छाई
झोंका हवा का आएगा और यह दीया बुझ जाएगा

सिलसिला यह चाहत का न मैंने बुझ्ने दिया
सिलसिला यह चाहत का न मैंने बुझ्ने दिया
ओह पिया यह दिया न बुझा है न बुझेगा
मेरे चाहत का दिया मेरे पिया अब आजा रे मेरे पिया
ओह मेरे पिया अब आजा रे मेरे पिया
इस दिए संग जल रहा मेरा रोम रोम रोम और जिया
अब आजा रे मेरे पिया ओह मेरे पिया अब आजा रे मेरे पिया

फासला था दूरी थी फासला था दूरी थी
था जुदाई का आलम इंतज़ार में नज़रें थी
और तुम वहाँ थे तुम वहाँ थे तुम वहाँ थे
झिलमिलाते जगमगाते खुशियों में झूम कर
और यहाँ जल रहे थे हम और यहाँ जल रहे थे हम

फिर से बादल गरजा है गरज गरज के बरसा है
घूम के तूफ़ान आया है पर तुझे बुझा नहीं पाया है
ओह पिया यह दिया चाहे जिठा साथे तुझे यह सावन
यह हवा और यह बिजलियाँ
मेरे पिया अब आजा रे मेरे पिया
ओह मेरे पिया अब आजा रे मेरे पिया

देहको यह पगली दीवानी दुनिया से है यह अनजानी
झोंका हवा का आएगा और इसका पिया संग लाएगा
ओह पिया अब आजा रे मेरे पिया
सिलसिला यह चाहत का न मैंने बुझ्ने दिया
ओह पिया यह दिया
सिलसिला यह चाहत का न मैंने बुझ्ने दिया
ओह पिया यह दिया
ए पिया पिया पिया.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *