Tere Bin Nahi Laage Lyrics

Tere Bin Nahi Laage Lyrics
Song Tere Bin Nahi Laage
Album Ek Paheli Leela (2015)
Singer Uzair Jaswa
Musician Amal Malik, Uzair Jaswa
Lyricist Kumaar

Yeh ratein ab nahin dhadakti
Din bhi saasein nahin lete
Ab to aa jaao mere sonya

Baatein reh gayin adhoori
Mere labon pe zaroori
Aake sun jaao mere sonya
Tere bin nahi laage jiya
Tere bin ab to aaja piya

Tere bin nahi laage jiya
Pehle jaise mausam bhi
Aate nahin hain
Barishon mein pehle jaisi
Baat nahin hain
Pehle jaise mausam bhi
Aate nahin hain
Barishon mein pehle jaisi

Baat nahin hain

Sookhe sookhe alfaz khali
Khali mere hathon ki
Laqeerein bulayein sonya
Tere bin nahi laage jiya
Tere bin ab to aaja piya
Tere bin nahi laage jiya
Tere bin, tere bin, tere bin

ये रातें अब नहीं धड़कती
दिन भी सांस नहीं लेते
अब तो आ जाओ मेरे सोणेया
बातें रह गयी ज़रूरी मेरे लबों पे अधूरी
आके सुन जाओ मेरे सोणेया
तेरे बिन नहीं लागे जिया
तेरे बिन अब तो आजा पिया
तेरे बिन नहीं लागे जिया

पहले जैसे मौसम भी आते नहीं हैं
बारिशों में पहले जैसी बातें नहीं हैं
सूखे सूखे अल्फ़ाज़ (जज़्बात)
खाली खाली मेरे हाथों की
लकीरें बुलावे सोणेया
तेरे बिन नहीं लागे जिया…

चाँद भी वही है, वही है सितारे
तेरे बाद फीके फीके लगते हैं सारे
आजा दे के तू सवेरे, कर जा दूर ये अँधेरे
तेरी दूरी तड़पावे सोणेया
तेरे बिन नहीं लागे जिया…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *