तुझे हासिल करूँगा Tujhe Hasil Karunga – Hacked

Tujhe Hasil Karunga Lyrics in Hindi from movie Hacked sung by Stebin Ben. Tujhe Hasil Karunga Song is written by Kumaar, music composed by Sunny Inder. Starring Hina Khan, Rohan Shah, Mohit Malhotra & Sid Makkar in lead roles. Music Label Zee Music company.
Song Tujhe Hasil Karunga
Movie Hacked
Singer Stebin Ben
Lyrics Kumaar
Music Sunny Inder
Starring Hina Khan
Label Zee Music Company

Tujhe Hasil Karunga Ye Zid Hai
Chaahe Kuch Bhi Kare Ye Jahan
Main Likhunga Ye Taqdeer Teri
Chaahe Kuch Bhi Likhe Aasmaan

Tujhe Hasil Karunga Ye Zid Hai
Chaahe Kuch Bhi Kare Ye Jahan
Main Likhunga Ye Taqdeer Teri
Chaahe Kuch Bhi Likhe Aasmaan

Tere Hasne Pe, Tere Rone Pe
Tere Hone Pe Na Hone Pe
Haq Hai Mera
Ab Tere Bin Jeene Se Bhi Harj Hai

Dard Hai Ye Jo Dard Hai
Ye Dard Hi Mera Ishq Hai
Mera Ishq Hai Ho O

Dard Hai Ye Jo Dard Hai
Ye Dard Hi Mera Ishq Hai
Mera Ishq Hai

Chaahe Nahi Rubaroo
Par Meri Nazar Mein Hai Tu
Jab Tak Na Pa Lu Tujhe
Na Aayega Mujhko Sukoon

Chaahe Nahi Rubaroo
Par Meri Nazar Mein Hai Tu
Jab Tak Na Pa Lu Tujhe
Na Aayega Mujhko Sukoon

Barbadiyon Ke Raaste
Maine Chun Liye Tere Vaste
Rab Jaane Kyun Pighalta Nahi
Dil Tera Khudgarz Hai

Dard Hai Ye Jo Dard Hai
Ye Dard Hi Mera Ishq Hai
Mera Ishq Hai Ho O

Dard Hai Ye Jo Dard Hai
Ye Dard Hi Mera Ishq Hai
Mera Ishq Hai

तुझे हासिल करूँगा ये ज़िद्द है
चाहे कुछ भी करे ये जहां
मैं लिखूँगा ये तक़दीर तेरी
चाहे कुछ भी लिखे आसमान

तुझे हासिल करूँगा ये ज़िद्द है
चाहे कुछ भी करे ये जहां
मैं लिखूँगा ये तकदीर तेरी
चाहे कुछ भी लिखे आसमान

तेरे हसने पे तेरे रोने पे
तेरे होने पे ना होने पे
हक़ है मेरा अब तेरे बिन
जीने से भी हर्ज़ है..

दर्द है.. ये जो दर्द है
ये दर्द ही मेरा इश्क़ है
मेरा इश्क़ है
दर्द है.. ये जो दर्द है
ये दर्द ही मेरा इश्क़ है
मेरा इश्क़ है..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *