Waqt Se Din Aur Raat Lyrics – Waqt (1965)

Waqt Se Din Aur Raat, the song is sung by Mohammed Rafi. The music of Waqt Se Din Aur Raat Sad track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Sahir Ludhianvi. This song is from the movie Waqt. It was released on 28th July, 1965.
Song Title Waqt Se Din Aur Raat
Music Director(s) Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Lyricist(s) Sahir Ludhianvi
Singer(s) Mohammed Rafi
Movie Waqt (1965)
Starcast Balraj Sahni, Sunil Dutt, Sadhana, Raaj Kumar, Shashi Kapoor, Sharmila Tagore, Rehman, Manmohan Krishna
Genre(s) Sad

Kal jahaan basti thi khusiyaa
Aaj hai maatam vahaan
Waqt laya tha bahar
Waqt laya hai sijaan

Waqt se din aur raat
Waqt se kal aur aaj
Waqt ki har shai gulaam
Waqt kaa har shai pe raaj
Waqt se din aur raat
Waqt se kal aur aaj
Waqt ki har shai gulaam
Waqt kaa har shai pe raaj

Waqt ki gardis se hai
Chand taro ka nisan
Waqt ki gardis se hai
Chand taro ka nisan
Waqt ki thokar me hai
Kya hukumat ka samaaj
Kya hukumat ka samaaj
Waqt se din aur raat
Waqtse kal aur aaj
Waqt ki har shai gulaam
Waqt kaa har shai pe raaj

Waqt ki paaband hai
Aati jaati raunake
Waqt ki paaband hai
Aati jaati raunake
Waqt hai phulo ki sej
Waqt hai kaanto kaa taaj
Waqt hai kaanto kaa taaj
Waqt se din aur raat
Waqt se kal aur aaj
Waqt ki har shai gulaam
Waqt kaa har shai pe raaj

Aadami ko chaahiye
Waqt se dar kar rahe
Aadami ko chaahiye
Waqt se dar kar rahe
Kaun jaane kis ghadi
Waqt kaa badale mizaaj
Waqt se din aur raat
Waqt se kal aur aaj
Waqt ki har shai gulaam
Waqt kaa har shai pe raaj.

कल जहां बसती थी खुसिया
आज है मातम वहां
वक़्त लाया था बहार
वक़्त लाया है सीजन

वक़्त से दिन और रात
वक़्त से कल और आज
वक़्त की हर शै गुलाम
वक़्त का हर शै पे राज
वक़्त से दिन और रात
वक़्त से कल और आज
वक़्त की हर शै गुलाम
वक़्त का हर शै पे राज

वक़्त की गर्दिश से है
चाँद तारो का नीसाण
वक़्त की गर्दिश से है
चाँद तारो का नीसाण
वक़्त की ठोकर में है
क्या हुकूमत का समाज
क्या हुकूमत का समाज
वक़्त से दिन और रात
वक़्तसे कल और आज
वक़्त की हर शै गुलाम
वक़्त का हर शै पे राज

वक़्त की पाबन्द है
आती जाती रौनके
वक़्त की पाबन्द है
आती जाती रौनके
वक़्त है फूलो की सेज
वक़्त है कांटो का ताज
वक़्त है कांटो का ताज
वक़्त से दिन और रात
वक़्त से कल और आज
वक़्त की हर शै गुलाम
वक़्त का हर शै पे राज

आदमी को चाहिए
वक़्त से डर कर रहे
आदमी को चाहिए
वक़्त से डर कर रहे
कौन जाने किस घडी
वक़्त का बदले मिज़ाज
वक़्त से दिन और रात
वक़्त से कल और आज
वक़्त की हर शै गुलाम
वक़्त का हर शै पे राज.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *