You And Me Song

You And Me lyrics from movie Befikre, sung by Nikhil D’Souza, Rachel Varghese,lyrics penned by Jaideep Sahni & music by Vishal-Shekhar. Starring Ranveer Singh and Vaani Kapoor.
Song You and Me
Movie Befikre
Singer Nikhil D'Souza, Rachel Varghese
Music Vishal-Shekhar
Lyrics Jaideep Sahni
Starring Ranveer Singh, Vaani Kapoor
Music Label YRF Music

Bheege pade joote kahin
It’s you and me
Dabba khula coffee nahi
It’s you and me
Chhaata kabhi khulta nahi
It’s you and me
Khidki rahe hardam khuli
It’s you and me
Tedhi ye zindagi
Jaisi ye dosti
Hai ghalat sab yahaan
Par sabhi hain sahi
Shopping kari taxi nahi
It’s you and me
Walking kari sandal gayi
It’s you and me
Traffic kabhi chalti nahi
It’s you and me
Bus ko koi jaldi nahi
It’s you you and me
Raste tedhe medhe raste
Jab bhi ho jaye kabhi yahaan
Daldal lage jahaan
Hans lein baahon ko faila ke
Thodi pee jaayein khuli hawa
Free mein mili hawa
Behte khalaasi hain
Bhatke jahaazi hain
Udne ko razi hai
Modh de hum fiza
Thode deewane hain
Thode sayane hain
Paapi purane hain
Choos le hum mazaa o o
Chalte hue phisle kahin
It’s you you and me
Hanste hue nikle kahin
It’s you you and me
Jamte hue pighlein kahin
It’s you you and me
Bante hue bikhre kahin
It’s you you and me
Tedhi ye zindagi
Jaisi ye dosti
Hai ghalat sab yahan
Par sabhi hain sahi

भींगे पड़े जूते कहीं
It’s you and me
डब्बा खुला कॉफ़ी नहीं
It’s you and me
छाता कभी खुलता नहीं
It’s you and me
खिड़की रहे हरदम खुली
It’s you and me
Shopping करी taxi नहीं
It’s you and me
Walking करी sandal गयी
It’s you and me
Traffic कभी चलती नहीं
It’s you and me
बस को कोई जल्दी नहीं
It’s you and me
रस्ते टेढ़े मेढे रस्ते
जब भी हो जाये कभी यहाँ
दलदल लगे जहां
हंस ले बाहों को फैला के
थोड़ी पी जाएँ खुली हवा
फ्री में मिली हवा
बहते खलासी हैं
भडके जहाज़ी हैं
उड़ने को राज़ी हैं
मोड़ दे हम फिजा
थोड़े दीवाने हैं
थोड़े सयाने हैं
पापी पुराने हैं
चूस ले हम मज़ा ओ ओ
चलते हुए फिसले कहीं
It’s you and me
हँसते हुए निकले कहीं
It’s you and me
जमते हुए पिघलें कहीं
It’s you and me
बनते हुए बिखरे कहीं
It’s you and me
टेढ़ी ये ज़िन्दगी
जैसी ये दोस्ती
है ग़लत सब यहाँ
पर सभी हैं सही

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *