Yaad Aati Nahin (Pawan Singh) Lyrics
| Song | Yaad Aati Nahin |
| Singer | Pawan Singh |
| Featuring | Pawan Singh, Priyanka Khera, Vishal Singh |
| Lyrics | Shradha Pandit |
| Music | Salim – Sulaiman |
Ho .. Yaad Aaye Wo Pal
Sang Tere Gujaare
Tum Ho Gaye Kisi Ke
Hum Ab Bhi Hai Tumhare
Ho .. Yaad Aaye Wo Pal
Sang Tere Gujaare
Tum Ho Gaye Kisi Ke
Hum Ab Bhi Hai Tumhare
Tumhe Bhool Pana Mumkin Nahi Hai
Tumhe Bhool Pana Mumkin Nahi
Mere Dil Se Teri Yaad Jati Nahin
Aur Tumko Meri Yaad Aati Nahin
Mere Dil Se Teri Yaad Jati Nahin
Aur Tumko Meri Yaad Aati Nahin
Ha .. Ho Bhi Jaye Kisi Se Chahat Agar Hai
Dhundhenge Tumko Hi Usme Magar
Dil Ki Betabiyaan Zinda Bhi Ho Toh
Tum Na Milogi Saari Umar
Ha .. Dil Tod Ke Mera
Kyun Ho Gaye Paraye
Nam Hoti Hai Ye Aankhein
Naam Tera Jab Bhi Aaye
Ho .. Tumhe Bhool Pana Mumkin Nahi Hai
Tumhe Bhool Pana Mumkin Nahi
Mere Dil Se Teri Yaad Jati Nahi
Aur Tumko Meri Yaad Aati Nahin
Mere Dil Se Teri Yaad Jati Nahi
Aur Tumko Meri Yaad Aati Nahin
Yaad Aati Nahi
Aur Tumko Meri Yaad Aati Nahi
हो.. याद आये वो पल
संग तेरे गुजारे
तुम हो गए किसी के
हम अब भी है तुम्हारे
हो.. याद आये वो पल
संग तेरे गुजारे
तुम हो गए किसी के
हम अब भी है तुम्हारे
तुम्हे भूल पाना मुमकिन नहीं है
तुम्हे भूल पाना मुमकिन नहीं
मेरे दिल से तेरी याद जाती नहीं
और तुमको मेरी याद आती नहीं
मेरे दिल से तेरी याद जाती नहीं
और तुमको मेरी याद आती नहीं
हां.. हो भी जाए किसी से चाहत अगर है
ढूंढेंगे तुमको ही उसमे मगर
दिल की बेताबियाँ जिन्दा भी हो तो
तुम ना मिलोगी सारी उमर
हां.. दिल तोड़ के मेरा
क्यों हो गए पराये
नम होती है ये आँखे
नाम तेरा जब भी आये
हो.. तुम्हे भूल पाना मुमकिन नहीं है
तुम्हे भूल पाना मुमकिन नहीं
मेरे दिल से तेरी याद जाती नहीं
और तुमको मेरी याद आती नहीं
मेरे दिल से तेरी याद जाती नहीं
और तुमको मेरी याद आती नहीं
याद आती नहीं
और तुमको मेरी याद आती नहीं
