Zulmi Sang Aankh Ladi Lyrics – Madhumati (1958)

Zulmi Sang Aankh Ladi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar. Zulmi Sang Aankh Ladi Romantic soundtrack was composed by Salil Chowdhury with lyrics written by Shailendra. This song is from the movie Madhumati. It was released on 12th September, 1958.
Song Title Zulmi Sang Aankh Ladi
Music Director Salil Chowdhury
Lyricist Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Singer(s) Lata Mangeshkar
Movie Madhumati (1958)
Starcast Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Johnny Walker, Pran
Genre(s) Romantic

zulmii sa.ng aa.Nkh la.Dii, zulmii sa.ng aa.Nkh la.Dii re
sakhii mai.n kaa se kahuu.N, rii sakhii kaa se kahuu.N
jaane kaise ye baat ba.Dhii,
zulmii sa.ng aa.Nkh la.Dii re …

vo chhup chhupake bansarii bajaaye,
vo chhup chhupake bansarii bajaaye re
vo chhup chhupake bansarii bajaaye,
sunaaye mujhe mastii me.n Duubaa huaa raag re
mohe taaro.n kii chhaa.Nv me.n bulaaye,
churaaye merii ni.ndiyaa, mai.n rah jaauu.N jaag re,
lage din chhoTaa, raat ba.Dii,
zulmii sa.ng aa.Nkh la.Dii re …

baato.n baato.n me.n rog ba.Dhaa jaaye,
baato.n baato.n me.n rog ba.Dhaa jaaye re,
baato.n baato.n me.n rog ba.Dhaa jaaye,
hamaaraa jiyaa ta.Dape kisiike liye shaam se,
meraa paagalapanaa to koii dekho,
pukaaruu.N mai.n cha.ndaa ko saajan ke naam se,
phirii man pe jaaduu kii chha.Dii,
zulmii sa.ng aa.Nkh la.Dii re …

ज़ुल्मी संग आँख लड़ी, ज़ुल्मी संग आँख लड़ी रे
सखी मैं का से कहूँ, री सखी का से कहूँ
जाने कैसे ये बात बढ़ी,
ज़ुल्मी संग आँख लड़ी रे …

वो छुप छुपके बन्सरी बजाये,
वो छुप छुपके बन्सरी बजाये रे
वो छुप छुपके बन्सरी बजाये,
सुनाये मुझे मस्ती में डूबा हुआ राग रे
मोहे तारों की छाँव में बुलाये,
चुराये मेरी निंदिया, मैं रह जाऊँ जाग रे,
लगे दिन छोटा, रात बड़ी,
ज़ुल्मी संग आँख लड़ी रे …

बातों बातों में रोग बढ़ा जाये,
बातों बातों में रोग बढ़ा जाये रे,
बातों बातों में रोग बढ़ा जाये,
हमारा जिया तड़पे किसीके लिये शाम से,
मेरा पागलपना तो कोई देखो,
पुकारूँ मैं चंदा को साजन के नाम से,
फिरी मन पे जादू की छड़ी,
ज़ुल्मी संग आँख लड़ी रे …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *