Ik Mulaqaat Lyrics – Altamash Faridi & Palak Muchhal

Ik Mulaqaat Lyrics from The Movie Dream Girl Sung by Altamash Faridi & Palak Muchhal is Latest Hindi Song. Starring Ayushmann Khurrana & Nushrat Bharucha Zee Music Company Presens
Song Ik Mulaqat

Main Chahta Hu Ki
Hum Dono Ka Bijli Ka Bill
Ek Hi Address Mein Aaye
Pahle Connection To Ek Ho Jaaye

Main Bhi Hoon Tu Bhi Hai Aamne Saamne
Dil Ko Behka Diya Ishq Ke Jaam Ne

Main Bhi Hoon Tu Bhi Hai Aamne Saamne
Dil Ko Behka Diya Ishq Ke Jaam Ne
Musalsal Nazar Barasti Rahi
Taraste Hain Hum Bheege Barsaat Mein

Ik Mulaqaat..

Ik Mulaqaat Mein Baat Hi Baat Mein
Unkaa Yun Muskurana Ghazab Ho Gaya
Kal Talak Woh Jo Mere Khayalon Mein The
Rubaru Unkaa Aana Ghazab Ho Gayaa

Mohabbat Ki Pehli Mulaqaat Ka
Asar Dekho Na Jaane Kab Ho Gaya

Ik Mulaqaat Mein Baat Hi Baat Mein
Unkaa Yun Muskurana Ghazab Ho Gayaa….

Makhtabar Dard Ka Kuch Khayal Nahi Hai
Ik Taraf Main Kahin Ik Taraf Dil Kahin

Aankhon Ka Aitbaar Mat Karna
Ye Uthey To Qatl-E-Aam Karti Hain
Koi Inki Niagaahon Pe Pehra Lagaao Yaaron
Ye Nigaahon Se Hi Khanjar Ka Kaam Karti Hain

Makhtabar Dard Ka Kuch Khayal Nahi Hai
Ik Taraf Main Kahin Ik Taraf Dil Kahin
Ehsaas Ki Zameen Pe Kyun Dhuaan Uth Raha Hai
Jal Raha Dil Mera Kyun Pata Kuch Nahi

Kyun Khayaalon Mein Kuch Barf Si Gir Rahi
Ret Ki Khwahishon Mein Nami Bhar Rahi
Musalsal Nazar Barasti Rahi
Taraste Hain Hum Bheege Barsaat Mein

Ik Mulaqaat..

Ik Mulaqaat Mein Baat Hi Baat Mein
Unkaa Yun Muskurana Ghazab Ho Gaya
Kal Talak Vo Jo Mere Khayalon Mein The
Rubaru Unkaa Aana Ghazab Ho Gaya

Mohabbat Ki Pehli Mulaqaat ka
Asar Dekho Na Jaane Kab Ho Gaya

Ik Mulaqaat Mein Baat Hi Baat Mein
Unka Yun Muskurana Ghazab Ho Gaya

मैं चाहता हूं कि
हम दोनो का बिजली का बिल
एक ही पता में आया
एक हो जाए से पहले कनेक्शन

मैं भी हूं तू भी है आमने सामने
दिल को बहका दिया इश्क के जाम ने

मैं भी हूं तू भी है आमने सामने
दिल को बहका दिया इश्क के जाम ने
मुसलसाल नज़र बरसात रही
तरस्ते हैं हम भीगे बरसात में


 
इक मुलकात..

इक मुलक़ात में बात ही बात में
उनका यूं मुस्कुराना ग़ज़ब हो गया
कल तलाक वो जो मेरे ख्यालों में थे
रूबरू उनका आना ग़ज़ब हो गया

मोहब्बत की पहली मुलाक़ात का
असर देखो ना जाने कब हो गया

इक मुलक़ात में बात ही बात में
उनका यूं मुस्कान ग़ज़ब हो गया….

मख्तबार दर्द का कुछ ख्याल नहीं है
इक तराफ मैं कहीं इक तराफ दिल कहीं


 
आँखों का ऐतबार मत करना
ये उठे तो कत्ल-ए-आम कार्ति हैं
कोई इनकी नियागाहों पे पेहरा लगाओ यारों
ये निगाहों से ही खंजर का काम कार्ति हैं

मख्तबार दर्द का कुछ ख्याल नहीं है
इक तराफ मैं कहीं इक तराफ दिल कहीं
एहसास की ज़मीन पे क्यूं धुआँ उठा रहा है
जल रहा दिल मेरा क्यूं पता कुछ नहीं

क्यूं ख्यालों में कुछ बर्फ सी गिर रही
रेट की ख्वाहिशों में नामी भर रही
मुसलसाल नज़र बरसात रही
तरस्ते हैं हम भीगे बरसात में

इक मुलकात..

इक मुलक़ात में बात ही बात में
उनका यूं मुस्कुराना ग़ज़ब हो गया
कल तालक वो जो मेरे ख्यालों में थे
रूबरू उनका आना ग़ज़ब हो गया

मोहब्बत की पहली मुलाक़ात का
असर देखो ना जाने कब हो गया

इक मुलक़ात में बात ही बात में
उनका यूं मुस्कुराना ग़ज़ब हो गया

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *