Aabaad Barbaad Lyrics – Ludo
Aabaad Barbaad lyrics in Hindi from the movie Ludo, sung by Arijit Singh. This song is written by Sandeep Srivastava and composed by Pritam. Starring Abhishek A Bachchan, Aditya Roy Kapur, Rajkummar Rao, Pankaj Tripathi, Rohit Saraf, Fatima Sana Shaikh, Sanya Malhotra, Pearle Maaney, Inayat Verma, Asha Negi, Shalini Vats. The film is written and directed by Anurag Basu, and produced by Bhushan Kumar, Divya Khosla Kumar, Krishan Kumar, Anurag Basu, and Tani Basu.Song Name : | Aabaad Barbaad |
Album / Movie : | Ludo |
Singer : | Arijit Singh |
Music Label : | T-Series |
Cast : | Abhishek B, Aditya K, Rajkummar R, Sanya, Fatima |
Ya to barbaad kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Wo galat tha yeh sahi hai
Jhooth yeh aaj keh do
Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Lab pe aakar jo ruke hain
Dhai wo harf keh do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do
Mushqil aasaan kar do
Mushqil aasaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do..
Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga
Hmm..
Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga
Tum jo sheerin na huye kya
Humko farhaad kar do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do
Mushqil aasaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do..
Khwabon ko jagah na mili aankhon mein
Wahaan pehle se hi sailaab tha
Nagme banaata fira saajo pe
Dil apna fatak mijraab thha
Hmm..
Khwabon ko jagah na mili aankhon mein
Wahaan pehle se hi sailaab tha
Nagme banaata fira saajo pe
Dil apna fatak mijraab thha
Meri bejaan hasraton ko
Kaabile-daar kar do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do
Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do