Bachcho Tum Ho Khel Khilone Lyrics – Tapasya (1976)
Bachcho Tum Ho Khel Khilone, the song is sung by Aarti Mukherji. Bachcho Tum Ho Khel Khilone Kids soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by M. G. Hashmat. This song is from the movie Tapasya. It was released in the year 1976.| Song Title | Bachcho Tum Ho Khel Khilone |
| Music Director(s) | Ravindra Jain |
| Lyricist(s) | M. G. Hashmat |
| Singer(s) | Aarti Mukherji |
| Movie | Tapasya (1976) |
| Starcast | Rakhee Gulzar, Parikshat Sahni, Asrani, A.K. Hangal, Nasir Hussain, Adil, Manju Asrani, Manju Bhatia, Urmila Bhatt, Birbal, Abha Dhulia, C.S. Dubey, Raja Duggal, Master Eknath, Gayatri |
| Genre(s) | Kids |
Bachcho tum ho khel khilone
Bachcho tum ho khel khilone
Aane wale kal ke sapne
Aane wale kal ke sapne
Sundar aur salone
Bachcho tum ho khel khilone
Jiji hum hain khel khilone
Phul bano mehke lutaa
Khud bhi haso aur jag ko hasaao
Phul bano mehke lutaao
Khud bhi haso aur jag ko hasaao
Jo bhi tumko gale lagaaye
Phulo jaisa wo khil jaaye
Is duniya me hasi khushi ki
Is duniya me hasi khushi ki
Kami na hone dena
Bachcho tum ho khel khilone
Jiji hum hain khel khilone
Kitna jivan beet gaya hain
Sneh tumhara jeet gaya hain
Kitna jivan beet gaya hain
Sneh tumhara jeet gaya hain
Kitna faila pyar tumhara
Main to bhul gayi jag sara
Aaj khushi ke aansu meri
Aaj khushi ke aansu meri
Palke lagi bhigone
Bachcho tum ho khel khilone
Bachcho tum ho khel khilone
Jiji hum hain khel khilone
Jiji hum hain khel khilone
Jiji hum hain khel khilone
Jiji hum hain khel khilone.
बच्चो तुम हो खेल खिलौने
बच्चो तुम हो खेल खिलौने
आने वाले कल के सपने
आने वाले कल के सपने
सुन्दर और सैलोने
बच्चो तुम हो खेल खिलौने
जीजी हम हैं खेल खिलौने
फूल बनो महके लूटा
खुद भी हसो और जाग को हँसाओ
फूल बनो महके लुटाओ
खुद भी हसो और जाग को हँसाओ
जो भी तुमको गली लगाये
फूलों जैसा वो खिल जाये
इस दुनिया मे हसी खुशी की
इस दुनिया मे हसी खुशी की
कमी ना होने देना
बच्चो तुम हो खेल खिलौने
जीजी हम हैं खेल खिलौने
कितना जीवन बीत गया हैं
स्नेह तुम्हारा जीत गया हैं
कितना जीवन बीत गया हैं
स्नेह तुम्हारा जीत गया हैं
कितना फैला प्यार तुम्हारा
में तो भूल गयी जाग सारा
आज खुशी के आँसू मेरी
आज खुशी के आँसू मेरी
पलके लगी भिगोन
बच्चो तुम हो खेल खिलौने
बच्चो तुम हो खेल खिलौने
जीजी हम हैं खेल खिलौने
जीजी हम हैं खेल खिलौने
जीजी हम हैं खेल खिलौने
जीजी हम हैं खेल खिलौने.
