Barson Ke Baad Lyrics – Udit Narayan & Neeti Mohan

Barson Ke Baad Lyrics in Hindi and English -: This song lyrics written by Anurag Purohit and song sung by Udit Narayan and Neeti Mohan while music given by Shamir Tandon Purohit in Barson Ke Baad song
Song Name : Barson ke baad
Album / Movie : Barson ke baad
Singer : Udit Narayan & Neeti Mohan
Music Label : Zee Music Company
Cast : Udit Narayan & Neeti Mohan
Barson ke baad Barson Ke Baad Lyrics – Udit Narayan & Neeti Mohan

Barson ke baad unse mulaqat kal hui
Barson ke baad unse mulaqat kal hui
Aadhi adhoori jo bhi thi
Aadhi adhoori jo bhi thi Poori Ghazal hui
Barson ke baad unse mulaqat kal hui
Barson ke baad unse mulaqat kal hui
Aadhi adhoori jo bhi thi Poori Ghazal hui
Barson ke baad unse mulaqat kal hui
Sab khairiyat se hai haan Dikkat nahin koi
Sab khairiyat se hai haan Dikkat nahin koi
Sab khairiyat se hai haan Dikkat nahin koi
Jhoothi sabhi rivaayatein
Jhoothi sabhi rivaayatein adal badal Hui
Aadhi adhoori jo bhi thi Poori Ghazal hui
Barson ke baad unse mulaqat kal hui
Aankhon ne haal poocha aankhon ne hi bataya
Aankhon ne haal poocha aankhon ne hi bataya
Aankhon ne haal poocha aankhon ne hi bataya
Khamoshiyon ke beech mein baatein khalal hui
Khamoshiyon ke beech mein baatein khalal hui
Aadhi adhoori jo bhi thi Poori Ghazal hui
Barson ke baad unse mulaqat kal hui
Barson ke baad unse mulaqat kal hui
Mulaqat kal hui mulaqat kal hui

 

बरसों के बाद उनसे मुलाक़ात कल हुई
बरसों के बाद उनसे मुलाक़ात कल हुई
आधी अधूरी जो भी थी
आधी अधूरी जो भी थी पूरी ग़ज़ल हुई
बरसों के बाद उनसे मुलाक़ात कल हुई
बरसों के बाद उनसे मुलाक़ात कल हुई
आधी अधूरी जो भी थी पूरी ग़ज़ल हुई
बरसों के बाद उनसे मुलाक़ात कल हुई
सब खैरियत से है हां दिक्कत नहीं कोई
सब खैरियत से है हां दिक्कत नहीं कोई
सब खैरियत से है हां दिक्कत नहीं कोई
झूठी सभी रिवायतें
झूठी सभी रिवायतें अदल बदल हुई
आधी अधूरी जो भी थी पूरी ग़ज़ल हुई
बरसों के बाद उनसे मुलाक़ात कल हुई
आँखों ने हाल पूछा आँखों ने ही बताया
आँखों ने हाल पूछा आँखों ने ही बताया
आँखों ने हाल पूछा आँखों ने ही बताया
खामोशियों के बीच में बातें खलाल हुई
खामोशियों के बीच में बातें खलाल हुई
आधी अधूरी जो भी थी पूरी ग़ज़ल हुई
बरसों के बाद उनसे मुलाक़ात कल हुई
बरसों के बाद उनसे मुलाक़ात कल हुई
मुलाक़ात कल हुई मुलाक़ात कल हुई

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *