Daayein Baayein

Daayein Baayein Lyrics in Hindi. दाएं बाएं song from Guzaarish 2010. It stars Hrithik Roshan, Aishwarya Rai. Singer of Daayein Baayein is Krishnakumar Kunnath (K.K). Lyrics are written by A.M. Turaz Music is given by Sanjay Leela Bhansali
Song Daayein Baayein

Daayein baayein chahat chaaye
Phir se, bhooli bisri yaadein aayi
Ghir ke, kisne chaahat yeh barsaayi
Ho kisne chaahat yeh barsaayi
Neela ambar sarka jaise, sar se
Phir se, taare toote girke
Daayein baayein chaahat chaaye
Phir se, bhooli bisri yaadein aayi
Ghir ke

Mausam ka ehsaan hai
Tu mera mehmaan hai
Khidmat mein bolo jaan rakh doon
Hoo khidmat mein bolo jaan rakh doon
Tumse milke jiya aise, jaise
Phir se, jee utha hoon marrke
Daayein baayein chaahat chaaye
Phir se, bhooli bisri yaadein aayi
Ghir ke.

दाएं बाएं चाहत छाये
फिर से
घिर के
हो किसने चाहत यह बरसाई
नीला अम्बर सरका जैसे
फिर से
दाएं बाएं चाहत छाये
फिर से
घिर के

मौसम का एहसान है
तू मेरा मेहमान है
खिदमत में बोलो जान रख दूँ
हूँ खिदमत में बोलो जान रख दूँ
तुमसे मिलके जीया ऐसे
फिर से
दाएं बाएं चाहत छाये
फिर से
घिर के.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *