Jaane Kya Tune Kahi Lyrics – Pyaasa (1957)
Jaane Kya Tune Kahi lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). The music of Jaane Kya Tune Kahi Romantic track is composed by Sachin Dev Burman while the lyrics are penned by Sahir Ludhianvi. This song is from the movie Pyaasa. It was released on 19th February, 1957.| Song Title | Jaane Kya Tune Kahi |
| Music Director | Sachin Dev Burman |
| Lyricist | Sahir Ludhianvi |
| Singer(s) | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) |
| Movie | Pyaasa (1957) |
| Starcast | Guru Dutt, Mala Sinha, Waheeda Rehman, Johnny Walker, Rehman |
| Genere(s) | Romantic |
jaane kyaa tuune kahii
jaane kyaa maine sunii
baat kuchh ban hii gayii
jaane kyaa tUne kahii …
sanasanaahaT sii huii
tharatharaahaT sii huii
jaag uThe khvaab kaI
baat kuchh ban hii gayii
jaane kyaa tUne kahii …
nain jhuk jhuk ke uThe
paa.Nv ruk ruk ke uThe
aa gayii jaan na_ii
baat kuchh ban hii gayii
jaane kyaa tUne kahii …
zulf shaane pe mu.De
ek khushabuu sii u.De
khul gaye raaz ka_ii
baat kuchh ban hii gayii
jaane kyaa tUne kahii …
जाने क्या तूने कही
जाने क्या मैने सुनी
बात कुछ बन ही गयी
जाने क्या तूने कही …
सनसनाहट सी हुई
थरथराहट सी हुई
जाग उठे ख्वाब कई
बात कुछ बन ही गयी
जाने क्या तूने कही …
नैन झुक झुक के उठे
पाँव रुक रुक के उठे
आ गयी जान नई
बात कुछ बन ही गयी
जाने क्या तूने कही …
ज़ुल्फ़ शाने पे मुड़े
एक खुशबू सी उड़े
खुल गये राज़ कई
बात कुछ बन ही गयी
जाने क्या तूने कही …
