Khul Kabhi Toh – Haider lyrics | Haider – Khul Kabhi Toh lyrics

Khul Kabhi Toh is a hindi song from the 2014 movie Haider. Khul Kabhi Toh singer is Arijit Singh. Khul Kabhi Toh composer is Vishal Bhardwaj and Khul Kabhi Toh lyricist or song writer is Gulzar (Sampooran Singh Kalra). Khul Kabhi Toh music director is Vishal Bhardwaj.
Movie/album: Haider
Singers: Arijit Singh
Song Lyricists: Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Label: Junglee Music

Khul kabhi to khul kabhi kahin
Main aasman tu meri zameen
Boond boond barsun main
Paani paani khelun
Khelun aur beh jaaun
Geele geele hothon ko main
Baarishon se choomun
Choomun aur keh jaaun
Tu zameen hai tu meri zameen
Khul kabhi toh khul kabhi kahin
Main aasman tu meri zameen

 

Mmmm
Lab tere yun khule
Jaise harf thhe
Honth par yun
Ghule jaise barf thhe
Aana zara zara
Main haule haule
Saans saans
Senk doon tujhe

 

Lab tere yun khule
Jaise harf thhe
Honth par yun
Ghule jaise barf thhe
Tu hi tu hai main kahin nahi

 

Hmm khul kabhi to
Khul kabhi kahin
Hmm main aasman
Tu meri zameen

 

Jhuk ke jab jhumka
Main choom raha tha
Der tak gulmohar
Jhoom raha tha
Jal ke main sochta tha
Gulmohar ki aag hi
Mein phenk doon tujhe

 

Jhuk ke jab jhumka
Main choom raha tha
Der tak gulmohar
Jhoom raha tha
Tu meri kasam
Tu mera yaqeen

 

Khul kabhi toh
Khul kabhi kahin
Main aasman
Tu meri zameen
Boond boond barsun main
Paani paani kehlun
Khelun aur beh jaaun
Mmm geele geele
Honthon ko main
Baarishon se choomun
Choomun aur keh jaaun.

खुल कभी तो खुल कभी कहीं
मैं आसमान तू मेरी ज़मीन
बूँद बूँद बरसूं मैं
पानी पानी खेलूं
खेलूं और बह जाऊँ
गीले गीले होठों को मैं
बारिशों से चूमूँ
चूमूँ और कह जाऊं
तू ज़मीं है तू मेरी ज़मीन
खुल कभी तोह खुल कभी कहीं
मैं आसमान तू मेरी ज़मीन

मममम
लब तेरे यूँ खुले
जैसे हर्फ़ थे
होंठ पर यूँ
घुले जैसे बर्फ थे
आना ज़रा ज़रा
मैं हौले हौले
सांस सांस
सेंक दूं तुझे

लब तेरे यूँ खुले
जैसे हर्फ़ थे
होंठ पर यूँ
घुले जैसे बर्फ थे
तू ही तू है मैं कहीं नहीं

हम्म खुल कभी तो
खुल कभी कहीं
हम्म मैं आसमान
तू मेरी ज़मीन

झुक के जब झुमका
मैं चूम रहा था
देर तक गुलमोहर
झूम रहा था
जल के मैं सोचता था
गुलमोहर की आग ही
में फ़ेंक दूं तुझे

झुक के जब झुमका
मैं चूम रहा था
देर तक गुलमोहर
झूम रहा था
तू मेरी कसम
तू मेरा यक़ीन

खुल कभी तोह
खुल कभी कहीं
मैं आसमान
तू मेरी ज़मीन
बूँद बूँद बरसूं मैं
पानी पानी केह्लूं
खेलूं और बह जाऊँ
ममम गीले गीले
होंठों को मैं
बारिशों से चूमूँ
चूमूँ और कह जाऊं.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *