Meri Tarah (Audio) – Jubin N, Payal D – Himansh K, Heli, Gautam G – Kunaal V – Navjit B – Bhushan K

Gulshan Kumar & T-Series presents 'Meri Tarah' featuring Himansh Kohli, Heli Daruwala & Gautam Gulati. Sung beautifully by Jubin Nautiyal & Payal Dev. Composed by Payal Dev herself and lyrics are penned by Kunaal Vermaa. We hope you love listening it as much we loved creating it.
Singer - Jubin Nautiyal, Payal Dev
Artists - Himansh Kohli, Heli Daruwala & Gautam Gulati
Music - Payal Dev
Lyrics - Kunaal Vermaa
Director - Navjit Buttar

Kaun Hai Woh Duniyan Mein Jo
Tujhe Mujhse Badkar Chahne Laga
Jiske Liye Tu Haath Mera
Ek Pal Mein Chhod Ke Jaane Laga

Kaun Hai Woh Duniyan Mein Jo
Tujhe Mujhse Badkar Chahne Laga
Jiske Liye Tu Haath Mera
Ek Pal Mein Chhod Ke Jaane Laga

Tum Soch Samjhkar Chaho Use
Ek Din Mujhse Milwao Use
Main Bhi Toh Dekhun
Pyaar Mein Woh Kya Kar Sakta Hai

Kya Woh Jo Bhi Kehta Hai
Woh Sach Mein Kar Sakta Hai
Kya Meri Tarah Woh Tujh Par
Hass Ke Mar Sakta Hai

Kya Woh Jo Bhi Kehta Hai
Woh Sach Mein Kar Sakta Hai
Kya Meri Tarah Woh Tujh Par
Hass Ke Mar Sakta Hai
Hass Ke Mar Sakta Hai

Bahut Fark Hota Hai Yun
Saath Muskurane Mein
Haath Thaam Lene
Aur Zindagi Bitane Mein

Jeene Marne Ki Baatein
Karke Bhool Jaate Hain
Kya Kisi Ka Jaaye Jhoothe
Khaab Sau Dikhane Mein

Tum Galiyon Mein Apni Bulao Zara
Mere Jitne Kaantein Bichhao Zara
Bina Uff Kiye Kya Inpe
Woh Bhi Guzar Sakta Hai

Kya Woh Jo Bhi Kehta Hai
Woh Sach Mein Kar Sakta Hai
Kya Meri Tarah Woh Tujh Par
Hass Ke Mar Sakta Hai

Kya Woh Jo Bhi Kehta Hai
Woh Sach Mein Kar Sakta Hai
Kya Meri Tarah Woh Tujh Par
Hass Ke Mar Sakta Hai

Ab Yaad Rakhega Kaun Kise
Ye Waqt Ko Tay Kar Lene De
Kar De Khushiyon Ki Baarish Uspar
Aankh Mujhe Bhar Lene De

Na Shor Hua Aawaz Huyi
Jab Jab Dil Saccha Toota Hai
Puchho Sabse Sabko Apne
Chahne Waalon Ne Loota Hai

Na Aas Rahe Na Saans Rahe
Hum Bhi Patthar Ho Jaayenge
Tum Ho Jaao Gairon Ke Hum To
Khud Ke Hi Na Ho Paayenge
Ho Paayenge…

Teri Dhadkanon Ke Zariye
Main Bhi Toh Dhadakti Hoon
Tujhe Kaise Dil Se Mere
Door Kar Sakti Hoon

Jaisi Bhi Ho Raahein Chahe
Haan Main Chal Sakti Hoon
Tujhe Dekhkar Jeeti Hoon
Tujhpe Mar Sakti Hoon

Tujhpe Mar Sakti Hoon
Tujhpe Mar Sakti Hoon
Tujhpe Mar Sakti Hoon

 

कौन है वो दुनियां में जो
तुझे मुझसे बढ़कर चाहने लगा
जिसके लिए तू हाथ मेरा
एक पल में छोड़ के जाने लगा

कौन है वो दुनियां में जो
तुझे मुझसे बढ़कर चाहने लगा
जिसके लिए तू हाथ मेरा
एक पल में छोड़ के जाने लगा

तुम सोच समझकर चाहो उसे
एक दिन मुझसे मिलवाओ उसे
मैं भी तो देखूं
प्यार में वो क्या कर सकता है

क्या वो जो भी कहता है
वो सच में कर सकता है
क्या मेरी तरह वो तुझ पर
हस के मर सकता है

क्या वो जो भी कहता है
वो सच में कर सकता है
क्या मेरी तरह वो तुझ पर
हस के मर सकता है
हस के मर सकता है

बहुत फर्क होता है यूँ
साथ मुस्कुराने में
हाथ थाम लेने
और ज़िन्दगी बिताने में

जीने मरने की बातें
करके भूल जाते हैं
क्या किसी का जाए झूठे
खाब सौ दिखाने में

तुम गलियों में अपनी बुलाओ ज़रा
मेरे जितने कांटें बिछाओ ज़रा
बिना उफ़ किये क्या इनपे
वो भी गुज़र सकता है

क्या वो जो भी कहता है
वो सच में कर सकता है
क्या मेरी तरह वो तुझ पर
हस के मर सकता है

क्या वो जो भी कहता है
वो सच में कर सकता है
क्या मेरी तरह वो तुझ पर
हस के मर सकता है

अब याद रखेगा कौन किसे
ये वक़्त को तय कर लेने दे
कर दे खुशियों की बारिश उसपर
आँख मुझे भर लेने दे

ना शोर हुआ आवाज़ हुयी
जब जब दिल सच्चा टूटा है
पूछो सबसे सबको अपने
चाहने वालों ने लूटा है

ना आस रहे ना सांस रहे
हम भी पत्थर हो जाएंगे
तुम हो जाओ गैरों के हम तो
खुद के ही ना हो पाएंगे
हो पाएंगे…

तेरी धड़कनों के ज़रिये
मैं भी तो धड़कती हूँ
तुझे कैसे दिल से मेरे
दूर कर सकती हूँ

जैसी भी हो राहें चाहे
हाँ मैं चल सकती हूँ
तुझे देखकर जीती हूँ
तुझपे मर सकती हूँ

तुझपे मर सकती हूँ
तुझपे मर सकती हूँ
तुझपे मर सकती हूँ

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *