Mujhe Raat Din Bas – Sonu Nigam | Sangharsh

The Song "Mujhe Raat Din Bas" is from Movie  Sangharsh and  Sonu Nigam sung the song.
Song Title Mujhe Raat Din Bas
Singer Sonu Nigam
Music Jatin Pandit, Lalit Pandit
Lyricist Sameer

Mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho

mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho

kaho na kaho mujhko sab kuch pataa hai

haa, karu kya mujhe tum bataati nahi ho

chhupaati ho mujhse ye tumhaari khataa hai

aa mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho

Meri beqaraari ko had se badhaana

tumhe khoob aata hai baate banaana

nigaahe milaake yu mera chain lena

sataake mohabbat main yu dard dena

mujhe dekhke aise palke jhukaana

sharaarat nahi hai to phir aur kya hai

aa mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho

Tumhe neend aayegi ab na mere bin

mujhe hai yakin aisa aayega ek din

khuli teri zulfo main soya rahunga

tere hi khayaalo main khoya rahunga

kabhi gaur se meri aankho main dekho

meri jaan tumhaara hi chehra chhupa hai

aa mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho

Kaho na kaho mujhko sab kuch pataa hai

ha, karu kya mujhe tum bataati nahi ho

chhupaati ho mujhse ye tumhaari khataa hai

aa mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho

मुझे रात दिन बस मुझे चाहती हो
मुझे रात दिन बस मुझे चाहती हो
कहो ना कहो मुझको सब कुछ पता है
हाँ करूं क्या मुझे तुम बताती नहीं हो
छुपाती हो मुझसे ये तुम्हारी खता है
आ मुझे रात दिन बस मुझे चाहती हो..

मेरी बेकरारी को हद से बढ़ाना
तुम्हे खूब आता है बातें बनाना
निगाहें मिलाके यूँ मेरा चैन लेना
सताके मोहब्बत में यूँ दर्द देना
मुझे देखके ऐसे पलकें झुकाना
शरारत नहीं है तो फिर और क्या है
आ मुझे रात दिन बस मुझे चाहती हो..

तुम्हे नींद आएगी अब न मेरे बिन
मुझे है यकीं ऐसा आएगा एक दिन
खुली तेरी जुल्फों में सोया रहूँगा
तेरे ही ख्यालों में खोया रहूंगा
कभी गौर से मेरी आँखों में देखो
मेरी जाँ तुम्हारा ही चेहरा छुपा है

आ मुझे रात दिन बस मुझे चाहती हो
कहो ना कहो मुझको सब कुछ पता है
हाँ करूं क्या मुझे तुम बताती नहीं हो
छुपाती हो मुझसे ये तुम्हारी खता है
आ मुझे रात दिन बस मुझे चाहती हो..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *