Pyaar Ki Raah Mein Lyrics – Nabeel Shaukat, Aima Baig

Pyaar Ki Raah Mein Lyrics has been beautifully sung by Aima Baig & Nabeel Shaukat. This latest track features the talented duo, Affan Waheed, Hira Salman. The heartfelt of Pyaar Ki Raah Mein Lyrics are penned by the talented Muhammad Irfan, while the captivating music is composed by Muhammad Irfan. The music video for this song has been skillfully directed by Syed Wajahat Hussain.
Song Name : Pyaar Ki Raah Mein
Album / Movie : Do Bol
Singer : Aima Baig & Nabeel Shaukat
Music Label : ARY Digital HD
Cast : Affan Waheed, Hira Salman

a Tujhe Maaf Kiya
Ja Tujhe Maat Kiya Oo…

Pyaar Ki Raah Mein
Mujhko Yun Chhodne Waale
Pyaar Ki Raah Mein
Mujhko Yun Chhodne Waale

Ja Tujhe Maaf Kiya
Ja Tujhe Maaf Kiya
Dil Ko Todne Waale

Pyaar Ki Raah Mein
Mujhko Yun Chhodne Waale

Seetam Hai Khudaya Kyun Pyaar Banaya
Jo Loote Dil Ka Jahan
Dil Itna Rulaya Hai Gham Mushkuraya
Ke Apne Hain Anjaan

Toot Kar Pyaar Kare Dil Jo
Bhikhar Jaata Hai

Toot Kar Pyaar Kare Dil Jo
Bhikhar Jaata Hai
Ishq Toh Saamne Aankhon Ke
Mukar Jaata Hai

Apni Dhadkan Ko Mere Dil Se
Jodne Waale
Jaa Tujhe Maaf Kiya
Dil Ko Todne Waale

Aa…

Bojh Hai Dil Pe Mohabbat Ka
Utarun Kaise

Bojh Hai Dil Pe Mohabbat Ka
Utarun Kaise
Kehke Do Bol Ik Umr
Guzaarun Kaise

Rakh De Pehmane Mein
Apno Ko Tolne Waale
Jaa Tujhe Maaf Kiya
Dil Ko Todne Waale

Seetam Hai Khudaya Kyun Pyaar Banaya
Jo Loote Dil Ka Jahan
Dil Itna Rulaya Hai Gham Mushkuraya
Ke Apne Hain Anjaan

जा तुझे माफ किया
जा तुझे माफ़ किया ओ…

प्यार की राह में
मुझको यूं छोड़ने वाले
प्यार की राह में
मुझको यूं छोड़ने वाले

जा तुझे माफ किया
जा तुझे माफ किया
दिल को तोड़ने वाले

प्यार की राह में
मुझको यूं छोड़ने वाले

सीताम है खुदाया क्यों प्यार बनाया
जो लूटे दिल का जहां
दिल इतना रुलाया है ग़म मुश्किल
के अपने हैं अंजान

टूट कर प्यार करे दिल जो
भिखार जाता है

टूट कर प्यार करे दिल जो
भिखार जाता है
इश्क तो सामने आंखों के
मुकर जाता है

अपनी धड़कन को मेरे दिल से
जोड़ने वाले
जा तुझे माफ़ किया
दिल को तोड़ने वाले

आ…

बोझ है दिल पे मोहब्बत का
उतारू कैसे

बोझ है दिल पे मोहब्बत का
उतारू कैसे
कहके दो बोल इक उमर
गुजारूं कैसे

रख दे पेहमाने में
अपनो को टोलने वाले
जा तुझे माफ़ किया
दिल को तोड़ने वाले

सीताम है खुदाया क्यों प्यार बनाया
जो लूटे दिल का जहां
दिल इतना रुलाया है ग़म मुश्किल
के अपने हैं अंजान

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *