Tere Liye Main Lyrics – Stebin Ben, Gul Saxena

Tere Liye Main Lyrics has been beautifully sung by Stebin Ben & Gul Saxena. The heartfelt of Tere Liye Main lyrics are penned by the talented Kumaar, while the captivating music is composed by Vivek Kar. The music video for this song has been skillfully released by Zee Music Company.
Song Name : Tere Liye Main
Singer : Stebin Ben & Gul Saxena
Music Label : Zee Music Company
Cast : Stebin Ben & Gul Saxena

Haan Tere Liye Main
Aur Mere Liye Tu
Dekha Tujhe Toh Aisa Laga Ke
Hone Laga Jaadu

Teri Taraf Mudne Laga Hoon
Khud Pe Raha Na Kaabu
Yeh Dil Ki Baat Aasmaan Pe
Aaj Likh Doon

Haan Tere Liye Main
Aur Mere Liye Tu
Haan Tere Liye Main
Aur Mere Liye Tu

Tum Aur Main Hoon
Main Aur Tum Ho
Tum Aur Main Hoon

Hai Pata
Haan Mere Liye Tu Bana
Dil Ne Bas
Tujhi Ko Toh Hai Chuna
Tujhi Ko Main Chaahun

Tujhi Ko Main Paaun
Lage Dil Na Tere Bina
Ke Tere Liye Main
Aur Mere Liye Tu

Haan Tere Liye Main
Aur Mere Liye Tu
Jo Pehle Na Kaha Maine
Aaj Keh Doon

Haan Tere Liye Main
Aur Mere Liye Tu
Haan Tere Liye Main
Aur Mere Liye Tu

हां तेरे लिए मैं
और मेरे लिए तू
देखा तुझे तो ऐसा लगा के
होने लगा जादू

तेरी तरफ मुड़ने लगा हूं
खुद पे रहा ना काबू
ये दिल की बात आसमान पे
आज लिख दूं

हां तेरे लिए मैं
और मेरे लिए तू
हां तेरे लिए मैं
और मेरे लिए तू

तुम और मैं हूं
मैं और तुम हो
तुम और मैं हूं

है पता
हां मेरे लिए तू बना
दिल ने बस
तुझे तो है चुना
तुझे मैं चाहूँ

तुझे मैं पाऊँ
लगे दिल ना तेरे बिना
के तेरे लिए मैं
और मेरे लिए तू

हां तेरे लिए मैं
और मेरे लिए तू
जो पहले ना कहा मैंने
आज कह दूं

हां तेरे लिए मैं
और मेरे लिए तू
हां तेरे लिए मैं
और मेरे लिए तू

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *