Tujhse Naraz Nahi Zindagi
Tujhse Naraz Nahi Zindagi Lyrics :- A very beautiful iconic hindi sad song Tujhse Naraz Nahi ZindagiSong | Tujhse naraz nahi zindagi |
Singer | Anup ghosal |
Lyrics | R.D burman |
Movie | Masoom |
Tujhse naaraz nahin zindagi
Hairaan hoon main
O hairaan hun main
Tere maasum sawaalon se
Pareshaan hoon main
O pareshaan hoon main
Tujhse naaraz nahin zindagi
Hairaan hoon main
O hairaan hun main
Tere maasum sawaalon se
Pareshaan hoon main
O pareshaan hoon main
Jeene ke liye sochaa hi nahi
Dard sambhaalane honge
Jeene ke liye sochaa hi nahi
Dard sambhalane honge
Muskuraaye to muskuraane ke
Karz utarne honge
Ho muskuraun kabhi to lagta hai
Jaise honthon pe karz rakha hai
Tujhse naraz nahin zindagi
Hairaan hoon main
O hairaan hun main
Zindagi tere gam ne hamein
Rishte naye samajhaye
Zindagi tere gam ne hamein
Rishte naye samajhaaye
Mile jo hamein dhoop mein mile
Chaanv ke thande saaye
Ho tujhse naaraaz nahin zindagi
Hairaan hoon main
O hairaan hun main
Aaj agar bhar aai hain
Boondein baras jaayengi
Aaj agar bhar aai hain
Boondein baras jaayengi
Kal kyaa pataa inke liye
Aankhein taras jaayengi
Ho jaane kab gum hoya kaha khoyaa
Ek ansuun chhupaake rakhaa thaa
Ho tujhse naaraaz nahin zindagi
Hairaan hoon main
O hairaan hun main
Tere maasum sawaalon se
Pareshaan hoon main
O pareshaan hoon main
O pareshaan hoon main
O pareshaan hoon mai
तुझसे नाराज़ नहीं ज़िन्दगी
हैरान हूँ मैं
तेरे मासूम सवालों से
परेशान हूँ मैं
जीने के लिए सोचा ही नहीं
दर्द संभालने होंगे
मुस्कुराये तो मुस्कुराने के
क़र्ज़ उतारने होंगे
मुस्कुराऊं कभी तो लगता है
जैसे होंठों पे क़र्ज़ रखा है
तुझसे…
ज़िन्दगी तेरे गम ने हमें
रिश्ते नए समझाए
मिले जो हमें धूप में मिले
छाँव के ठण्डे साये
तुझसे…
आज अगर भर आई है
बूंदे बरस जाएगी
कल क्या पता किनके लिए
आँखें तरस जाएगी
जाने कब गुम हुआ, कहाँ खोया
इक आंसू छुपा के रखा था
तुझसे…